1)Lara Lappa Lara Lappa Layee Rakh Da- Ek thi Ladki (1949) | Funny Hindi Songs
Ye ek light hearted funny hindi songs cum punjabi songhai.Aur ye bhot se logo ka favourite song bhi hai because of lyrics and free flowing tune . Is song ke lyricist Aziz kashmiri the .Us time par ye hit songs mein se ek tha jo ki Lata Mangeshkar ji ke dwara gaaya gaya tha . Aur ye song Meena Shorey ke career Ko peak tak lekar gaya. Aur unki death 1989 mein hui thi.Ye funny hindi songs mein se ek tha.
2)Bholi surat Dil ke khote – Albela (1951) | funny hindi songs
Ye ek traditional comedy song hai . Jo apne aap mein hi funny hindi songs mein se ek hai aur is song Ki Jo lyrics hai woh bahut meaningful hai.Ye song Lata Mangeshkar and C Ramachandran ke dwara gaya gaya tha. Iske lyricist Rajendra Krishan the . Us time ke songs ki themes bhi bilkul realistic hoti thi. Is song us time ki Life ko dikhaya gaya . Aur us song mein Bhagwan Dada ke steps to dekhne layak the itne acche.#funny hindi songs
3)Sar jo tera chakraye – Pyaasa (1957)| funny hindi songs
Ye ek popular film ka popular song tha . jis Ko Mohammad Rafi ke dwara gaya gaya tha. Iske lyrics writer Sahir Ludhiyanvi the Is movie mein serious issues ko dikhaya gaya tha. Aur six decades ke baad bhi is movie ke song Aaj bhi bahut sare lyricists aur composers ke liye inspiration hai. Is movie ko British film institute ke dwara 2004 mein award bhi mile hain.#funny hindi songs
4)Eena Meena Deeka – Aasha (1957) | funny hindi songs
Ye song Asha Bhosle and Kishore Kumar ke dwara gaya gaya tha. Iske lyricist Rajendra Krishan th. Is song mein hamein creativity ka level dekhne Ko milta Hai Ki kaise images aur thin air se bhi ham chijon ka beautiful banaa sakte hain. Lyrics Rajendra Krishan ke dwara complete ki gai thi lekin jo starting ke words the uske piche mind tha CR ka.
Jo ki most famous music directors mein se Ek thi. Unhone alag alag languages mein music ko composed kiya tha jaise ki Marathi Hindi Tamil Bhojpuri and Telugu.#funny hindi songs
Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin