Google ne ek naya feature launch kiya hai jiske through family members ki awaz recognize kiya ja sakta hai. Voice Match ka ye feature Google Assistant me aapko milega.
Feature Kaisa Hai

Khas baat to ye hai ki is feature se family members ki awaz recognize hojaegi hi along with that ye bhi pata chalega ki baat Kaun kar Raha hai. And ye Google ke sare devices jaise Smart Speaker, Smart Display me bhi support Karega.
As per Google is feature se Google Assistant ko awaz pahchanana sikhya ja sakta hai. And ye feature un logo ke liye kam ka hoga jo log ghar ya office me is device ka use karte hai.
Personalised Karne Ka Mauka

And khas baat to ye hai ki Voice Match ka har ek family member ke lie personalised results dega. Baaki is feature se calendar reminder, office route ka traffic and etc., ki information mil jayegi. But Voice match maximum 6 member ki awaz hi link kar sakta hai.
Milega Hotwired Sensitivity Jaisa Feature

Google ne Smart Speaker and Smart Display ke Google Assistant me Hotword sensitivity naam ka ek naya feature bhi add kiya hai. Jiske use se Google Assistance ke hi Google responses ko adjust kiya ja sakta hai. And ise ek se jyada Google Assistance devices hone par bhi unki default setting ki ja Sakti hai. But overall ye feature lazawab and bade Kamaal ka hai.
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe. And Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin