in

Google Invest Karega Rs 75,000cr India Mein:CEO Sundar Pichai

Google invest Karega $10 billions ( ₹ 75000 cr ) India mein invest Karega, aane waale 5-7 saalo mein. Aaj PM Narendra Modi ne Google or Alphabet ke CEO Sundar Pichai se kaafi saare subjects ke baare me discuss kiya. PM ne top business leader, Pichai ke saath new work culture and global pandemic ki wajah se jo challenges ko face karna pad Raha uske baare me bhi baat ki. Uske baad Pichai ne Google invest ko lekar address kiya “Google for India” jo ki ek virtual event hai. Aur sixth annual addition and digitisation fund bhi announce kiya.

PM Modi Ne Kiya Twitter Par Tweet

After discussion PM Modi ne tweet kia. And he said, Aaj Subha meri Sundar Pichai ke saath ek extremely fruitful interaction hua. Humne kaafi saare subjects par baat Kari, particularly technology ko kaise use kiya jaaye. India ke Farmers, Youngsters or Entrepreneurs ki lives ko transform karne ke liye.

Google For India 2020 Live Updates: Pichai Announces Rs 75,000cr ...

PM ne Covid-19 global pandemic ki wajah se sports ko bahut se challenges & problems ko bhi discuss kiya. And data security or cybersecurity jaise topics par bhi discussion Kari.

Prime minister ne Google ke efforts ke baare mein aur zyada Jana chahe vo education ho, learning ho, @_DigitalIndia ho, furthering digital payments mein hi kyu na ho.

Sundar Pichai Ne Kiya Tweet Ka Reply

Google invest Karega $10 billions ( ₹ 75000 cr ) India mein invest Karega, aane waale 5-7 saalo mein. Aaj PM Narendra Modi ne Google or Alphabet ke CEO Sundar Pichai se kaafi saare subjects ke baare me discuss kiya.

PM ke tweet ke reply mein Sunder Pichai ne tweet kiya ki apna time dene ke liye thank you PM Narendra Modi. Mai bahut optimistic hu aapke vision ko leke jo Digital India ke liye hai. And mai bahut excited hu to continue our work towards it.

[starbox Id=bibek]

Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame  Facebook Instagram Twitter Linkedin par

What do you think?

Written by Ratnakar Upadhayay

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

Gautam Gambhir ne MS Dhoni ko Kaise Kiya Yaad

Vivi X50, X50 Pro Hoga Launch July 16 Ko