Jald hi Google photos par aane vali hai new update. Google photos ke founder, Jane Wong jo ki apne ek interesting se kaam ke liye famous hai.Vo application me aane vali kisi bhi new feature ki update aane se pehle hi use uncover kar dete hai .
New Feature Ke Bare Me
Google photos ke is new feature me aap apni profile picture direct apk. se hi update kar sakte hai. Jab bhi aap apne photos apk. me apna naam search karte ho to ek new feature dikhayi dega “set my profile picture ” karke. Google photos ne ek optional Tarika nikala hai, Jahan par aapko left side me “people” par click karna hai. Vahan par aapka bhi name aayega to bas apne name par click Karo. However, aap agar kisi other user par click karoge to aapko “Order Book” ka option dikhayi deta hai.
Kya Hai Khaas Is New Feature Me?
Immediately,aap sabhi ko apne Google account se picture(profile photo) ko change karna ab mushkil nahi hai. Koi bhi Google website aapko account drop-down se apni profile photo ko change karne ka option deti hai. And Iske alawa Google photos par upload kiye Gaye photos ko choose karne ka option bhi mil jata hai. Agar aap apni profile picture ko change karna chahte hai then, setting me “Your Information” wale section me bhi aapko apni profile photo ko change karne ka option mil jayega.
To iss new capability ke saath-saath, logo ke liye ye feature bahut hi zyada helpful hogi . Halaki, pehle se available option ko baaki log abhi bhi use karte rahenge.
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe. And Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin
[starbox id=jogi]