in

LoveLove

Happy Hormones Ko Bdhaye

Covid-19 Pandemic ne har human lives par impact dala hai. Aur sabse jyada drastic effect to mental health par pada hai jisse ki neend na aana ,mood swings, depression , irritation , frustration ki sari problems dekhne ko milti hai.#Happy Hormones

Happy Hormones Requirement

Happy rehne ke liye hamare surrounding ka acha hona like positive vibes ,environment ,physical activity ,sleeping pattern inke sath sath healthy diet bahut important hai. Jo ki happy rehne mein help krta hai yaani ki serotonin ki production mein bhot madadgaar hai.
Food items like yogurt , soybean sunflower seeds ,eggs , chickpea , quinoa ye sabhi cheeze regular diet mein honi chahiye. Jo ki serotonin level ko badhane mein help Karti Hai

Happy Hormones : Surprisingly Essential for Business Performance - Health  Management DC

1.Eggs | Happy Hormones

Eggs ke andar Jo protein hota hai wo aapke blood plasma level ko boost karta hai.
Yolks ne andar tryptophan, tryosine ,biotin , omega 3 fatty acids and other nutrients jo ki major contributor hai Health benefits mein .#Happy Hormone

Egg Nutrition | Get Cracking

2.Cheese | Happy Hormones

Cheese ek bhot acha source hai tryptophan ka. Jo ki bhot yummy bhi hota hai . Bacho se lekar badi tak sabhi ise khana pasand karte hai . Aur saath hi ye bahot Healthy bhi hota hai .

How To Make Mozzarella Cheese - Alphafoodie

3.Nuts and seeds | Happy Hormones

Sabhi nuts and seeds mein tryptophan paaya jaata hai . To apni pasand ke koi bhi chun Lijiye aur Health ke saath saath happy hormone ko bhi badhaye. Aur kuch researches ne ye bhi btaya hai ki nuts ke sevan se mortality risk of cancer, heart disease , respiratory problems bhi kam hota hai.
Nuts and seeds good source hai fiber, vitamins , and antioxidants ka.#Happy Hormones

A Guide to Eating Beans, Nuts and Seeds - The Cook's Cook

4.Spinach | Happy Hormones

Dark green leaf vegetables like spinach is a souce of rich tryptophan. Spinach good souce bhi iron hai. Iron body ko help karta hai red blood cells ko Healthy rakhne mein. Iron ki Kami ke Karan anemia ,low energy , difficulty breathing ho skta hai.

How to grow spinach and spinach beet | lovethegarden

5.Milk | Happy Hormones

Milk is a good source of calcium. Jo ki Healthy bones and teeth ko majboot karne ke liye help karta hai. Ye tryptophan level ko bdhane mein bhi help karta hai.

Foods jinke andar protein, iron, riboflavin , vitaminB6 paaya jaata jaata hai unke andar trpytophan large amount mein paaya jaata hai .#Happy Hormones

6 incredible benefits of drinking cow's milk - Times of India

Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin

What do you think?

Written by SG

Mice rain in Australia : Ye Kya Ho Raha Hai ??

Vijay Mallya

Vijay Mallya: Kaise The King Of Good Times Bane The King Of Bad Times!