Filmmaker Harish Shah ki Death se Bollywood shock me hai. Film Industry ke liye ye saal bahut hi worst year prove ho Raha hai. One by one death ke baad poora Bollywood Shocking Mode me hai. Famous actor Late Sushant Singh Rajput and One of the biggest choreographer Late Saroj khan ki death ke baad. Ab Popular Bollywood filmmaker Harish Shah ki Tuesday ko Mumbai me death ho gayi. Harish sir 76 Years ke the aur throat cancer disease se struggling kar rahe the. Shah ne Tuesday ko morning me 6 baje apne villa me akhiri sans li. At the noontime, PawanHans Cemetery me unka funeral process kiya Gaya. Covid-19 pandemic condition ki wajah se social distancing ko notify karte hue. Harish Shah ki demise process me unke family members hi Present rahe.
Kon-Kon Si Film Direct Ki Hai Shah Ne.

Filmmaker Harish director Vinod Shah ke Bhai hai. And dono ne milkar Bollywood ki Kafi popular Films ka Direction kiya hai. Jisme ‘Mere Jeevan sathi’ (1972), ‘Kala Sona’ (1975), ‘Ram Tere Kitne Naam’ (1985), ‘Zalzala’ (1988). And ‘Jaal-the Trap’ jaisi kai films Include hai.
President Of Country Se Awarded Hai Harish Shah
1980 me Harish Shah ne film ‘Dhan-Daulat’ ka direction kiya tha. Jisme Rishi Kapoor aur Neetu Singh ne kaam kiya tha. Film ki making unke Bhai Vinod Shah ne ki thi. Unhone “Rashtrapati Puruskar” se regard bhi achieve kiya hai. Ek Short Film “By Me” bhi banai thi jise President of the Country ke through regarded kiya Gaya tha.
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin par