IPL ke Chairman Brijesh Patel ne announce kiya hai ki Indian Premier League (IPL) 2020 United Arab Emirates (UAE) mein hone ja raha hai.
In addition, 13th edition IPL 2020 jo March 29 se start hone wala tha. Due to COVID-19 ke vajah se postpone kiya gaya hei.
Later , Brijesh Patel Chairman of IPL ne announce kiya hai ki. Indian Premier League (IPL) 2020 United Arab Emirates (UAE) mein hone ja raha hai.
Permission:
Recently, iss bare mein IPL ke Chairman Brijesh Patel ne aisa kaha. “ IPL 2020, jise Corona virus ke kaaran postpone kar diya gaya tha. And ab UAE mein aayojit kiya jayega. Hamne Government se permission apply kiya hai. Aur hum IPL General Council mein Upcoming course ke bare mein discuss karenge”.
Later, IBC ne yeh bhi announce kiya hai ki situation ko base karte huwe ek aur decision liya. ICC Women’s Cricket World Cup 2021 New Zealand mein hoga. And IPL ka planning bhi chalta rahega.
Final Details, Announcement And Schedule:
Recently Patel ne schedule announce kiya hai. IPL 19th September se 8 November tak chalega. And 51 days ka full day IPL hoga. Government ki permission ka wait kar rahe hai. Government ki approval k baad sare details bataye jayenge.
Available Grounds:
Adding on, UAE mein three available grounds ke batth bhi ki gayi hai. Dubai International Stadium,Sheikh Zayed Stadium (Abu Dhabi) and The Sharjah ground.
Further, Training ke liye ICC Academy ke grounds ko rent liya jayega. ICC academy mein two full sized cricket grounds, 38 turf pitches, 6 indoor pitches,5700 sq foot outdoor area hai. Physiotherapy and medicine center bhi hai. En reasons ke vajah se, training ke liye ICC grounds ko select kiya gaya hei.
Now , Indian team Australian government ke rules se 14 days mandatory quarantine mai rahegi.
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin | Pinterest par