Bina air purifier ke air purify krne ki ek new technique seekhe Juhi Chawla se. Juhi Chawla ne dikhaya ki kaise neem leaves and turmeric se air purify kr skte hai. Recently, apne Instagram post se Juhi Chawla ne ek video share kra hai. Bina alcohol based hand sanitizer aur air purifier ka use kare. Easily ayurvedic ingredients ke use se air ko shudh karne ke liye. Lets know Juhi Ayurvedic Technique.
“Aap apne room me air ko purify kr skte hai bina kisi purifier ko lgaaye. Coronavirus ne fir se logo ke mann me Ayurveda ki power ka vishwas daala hai. Iske liye important hai fresh neem leaves and turmeric. Ye ek effective tarika hai jisse ghar p hath sanitize kar skte hai ” – Juhi Chawla. Unhone btaya ki kaise Ayurvedic products ka use kre.
Join Prime, get Rs. 500 cashback and watch your favourite shows
Ayurvedic Technique
Ek bowl me neem ki leaves le, then isme half spoon turmeric milaaye. Then bowl ko paani se bhare and achi tarah mix kare. Air ko purify krne ke liye aap bowl room me rakh sakte hai. And hath ko saaf krne ke liye bi use kr skte hai.
Checkout latest offers on Women Apparel on Amazon
Lets know, neem aur turmeric me aisa kya hota hai jo air purify krta hai. Neem ke leaves ko air filter ke roop me jana jata hai. Jo soil ke particles ko attract krta hai aur gaseous pollution ko absorb kr leta hai. Isme me anti bacterial, anti microbial and anti fungal properties hoti hai. Neem anti oxidants me rich hota hai.
Neem
Other Benefits
Neem leaves me cleansing properties hoti hai jo air aur body se toxins hata deti hai. Iss ki leaves ko healthiest plant kaha jata hai and ye enviornment ko safe bnata hai. Turmeric me curcumin ke sath anti -oxidants hote hai. Ye respiratory system ko rahat deta hai and lungs ke andar jalan ko kam karta hai.
Checkout Women personal care products on Amazon
Turmeric
Other benefits
Turmeric me bio active compounds hote hai iss vajah isme medicinal properties hoti hai. Curcumin ke vajah se health problems se chutkara milta hai. Turmeric ki medicinal properties me Immunity boost hoti hai.
Mega Grocery Sale from 24 sept to 4 oct on Amazon
Jaise hi ye Corona pandemic aya hai, logo ne ayurvedic tarike nikaale hai. So that apni Immunity boost kr sake because abi tak corona ki vaccine ni bani hai. Isliye Juhi Chawla ne apni video se Ayurvedic tarike se ghar ko purify krne ko btaya hai. And isse ghar pe reh ke hands sanitize kr sakte hai. Rooms ki hawa ko purify kr skte hai.
Aap bi apne ghar p Juhi Chawla’s Ayurvedic technique ko apnaye aur positive results paaye. Khud bi apnaye aur dusro ko bi btaaye iss baare me.
Buy Samsung Galaxy Note Ultra 20 on Amazon
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend and give your feedback.
So ,Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho to apne views hame Comment Box Me Likhe. Aur Apne friends ke saath share kare. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin | Pinterestpar