Badhta hue stress ka ek alarming impact pad sakta hai breast cancer cells par. Stress ek condition create kar sakta hai jo ki bhot jada level par disease ko accelerate kar sakta hai. Ye information University of Alabama, Birmingham ke researchers ki ek team ne di hai.
Mechanism :
Jaise jaise tumour badhta hai, tumour microenvironment ya TME mein biomechanical forces compression arise kardeti hai. Tumours ke interior par, periphery par stress (tension) create kardeti hai. And interstitial fluid flow ko alter kardeti hai jo ki aggressive growth, invasion and metastasis ko promote karta hai. Biomechanical force immune response ko bhi modulate kardeta hai, breast cancer cell-immune cell crosstalk ke through.
Research Kisne Conduct Kari?
UAB ke researchers – Joel Berry, PhD jo ki associate professor hai in the Department of Biomedical Engineering; Jessy Deshane, Ph.D., jo ki associate professor hai. UAB Department of Medicine’s Division of Pulmonary, Allergy and Critical Care Medicine me; Roy Koomullil, Ph.D., jo ki associate professor hai in the Department of Mechanical Engineering; and Selvarangan Ponnazhagan, Ph.D., jo ki professor hai Department of Pathology me. Unhone ek novel create kiya, or tissue-engineered kia ek three-dimensional breast cancer mimetic system ko.
How Does It Happen?
Ye jo system hai, ye recapitulate karta hai breast cancer cells ki. And vo bhi Vivo growth ko tumour-associated fibroblasts, endothelial cells and immune cells ki presence mein. Researchers ko ye pta chala ki biomechanical forces significantly alter karti hai. Breast cancer cells ke proteome ko or exome production ko badha deti hai.
Study mein, exomes ne directly promote Kari aggressive tumour cell growth. Immune suppression induces kiya and TME mein immune cell polarization ko alter kiya. Iske Alava, researchers ne recently engineer kiya ek oscillatory compression device real-time application of biomechanical force on orthotopic mammary tumours in vivo par jisme unhone observe kiya exosome-mediated immunosuppression or excessive tumour growth mice mein.
That’s why try kare kam stress le and breast cancer se bache.
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin par