in

Karva Chauth 2020: Jaane Date Aur Shubh Muhurat

Karva Chauth bahut important festival hai for all married Hindu women. Iss din sabhi married ladies fast rehti hain from sunrise to moon rise. Ladies apne husband ki safety as well as long life ke liye fast rehti hain.

Meaning Of Karva Chauth

Karva Chauth ka matlab ‘offering argya to the moon’ hota hai. ‘Argya’ ko earthen pot se dete hain on Chaturthi of Kartika month. Karva Chauth Kartika month ke fourth day of dark fortnight ko celebrate kiya jata hai. However, iss festival ka origin abhi bhi clearly nahi pata hai. But iss festival se related kayi stories hain. For example, Queen Veervati ki kahani.

In a mood to shop? Grab exciting offers on Amazon.

Queen Veervati Ki Kahani

Queen Veervati seven brothers me ek hi behen thi. Unhone apna first Karva Chauth apne parent’s house me rakha tha. However, moonrise hote hote unki health bigadne lagi from thirst and hunger. Unke brothers ye dekh nahi paye. Consequently, unhone ek mirror pipal tree par laga diya. Mirror ko dekh ke Veervati ko laga ki moonrise ho gaya. Aur unhone apna fast tor diya. First bite lene par she sneezed, second bite me hair strand tha. Aur third bite par unke husband ki death ho gayi. Veervati bahut dukhi hui aur rone lagi. Unhe rota dekh Goddess Bhagwati unke samne aayi. Goddess told her about her brothers’ trick aur unhe fast rehne ko kaha. Queen Veervati ne fir fast rakha aur Yama ne King ko wapas zinda kar diya.

Amazon offers amazing discounts on latest fashion collection. This festive season be fashionable.

Karva Chauth In 2020

Kartika month ki Krishna Paksha Chaturthi ke din karva chauth ka fast rehna hota hai. Iss saal ye fast 4 November, Wednesday ko rakha jayega. Ye fast husband ki long life as well as success ke liye rakha jata hai. Also isse saubhagya vriddhi ke liye rakha jata hai.

Shubh Muhurat

Iss year Karva Chauth ka shubh muhurat 5:29 PM se 6:48PM tak hai. The moon will rise around 8:16 PM. Particularly, Chaturthi 4 November ko 3:24 PM se start ho jayega.

Visit Amazon and grab money savvy deals on smartphones, washing machines and other gadgets.

Puja Thali Ki Preparation

Karva Chauth ke din married ladies puja thali decorate karti hain. Puja ki thali me bahut si cheezen hoti hain such as seive, karva, batti and dhoop. Also Gauri banane ke liye pili mitti ki zaroorat hoti hai.

Further, puja ke liye akshat, deepak, indoor, kumkum, honey aur gangajal chahiye. Bhagwan ko bhog lagane ke liye fruits, curd, milk, etc ka use kare.

Hurry! Great deals on Amazon. Buy from Clothes to gadgets to groceries.

16 Sringaar

Iss vrat ke liye 16 sringar karna zaroori hai. This includes numerous jewellery and makeup stuff such as red saree, sindoor, mangalsutra, kajal, bindi, etc. In addition, you will also need mehendi, rings, bangles, earrings and many more jewels.

Visit Amazon Today!

Happy Karva Chauth! Safe Karva Chauth!


Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook Instagram Twitter Linkedin

 | Website

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

What do you think?

Written by Ratnakar Upadhayay

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

Ginny Weds Sunny Movie Review

Best Mobile Phone From Top Brands