India me kaha jata hai ‘Shadi ke Laddoo jo khai pachhtaye aur jo na khai vo bhi pachhtaye’. Indian wedding bina sweet ke incomplete hai. Variety of sweets India ke shadiyon me important hai. Because sweets happiness sharing ka symbol hota hai. Moreover, relationship fix hone ke time hi both families ke log Ek dusre ka muh meetha karane ko bolte hai. India me bht sari sweet variety available hai.
Indian Wedding Me Sweets Ka Significance
India ke shadiyon me bht sare functions hote hai. And every wedding function me sweet variety ka use kiya jata hai. Sweets wedding function ka important part hota hai because sweets happiness share karne ka symbol hai. Additionally, wedding functions ke Lunch se dinners ke menu me sweet variety serve kiye jate hai. Along with sweets variety serve karke wedding guest me happiness spread kiya jata hai. Furthermore wedding guest ko sweet serve karna joyous moment me traditional gesture show karta hai. Following sweets variety Indian wedding me mostly serve kiye jate hai.
Laddoo
Shadi ke Laddoo ko lekar bht sare Indian idioms hai. Kaha jata hai ki ‘shadi ke laddoo jo khai pachhtaye and jo na khai vo bhi pachhtaye’. Wedding me sweets variety me sabse famous laddoo hai. Moreover, Laddoo ke two varieties hote hai i.e., besan laddoo and Boondi laddoo. Main wedding menu me laddoo included nhi hota but guest gift other wedding activities me iska use kiya jata hai.
Kaju Katli
India me kaju katli ke bht sare lovers hai. But Indian wedding me kaju katli popular sweet me aata hai. Number of shops me kaju katli ki different varieties milti hai. Moreover, wedding me royal sweets variety me included hai kaju katli because costly hota hai.
Up to 70% off on best kitchen and home products at Amazon.
Halwa Or Sheera
Indian wedding ke main menu me halwa most common sweet dish hai. Halwa ke different varieties wedding me serve ki jati hai. Moreover, gajar halwa or sooji halwa or badam halwa mostly served sweet dishes me hai.
Kheer
Indian people ki favourite hoti hai kheer. India me kisi bhi occasion par kheer banta hi hai. Moreover Indian wedding me kheer relationship me extra sweetness le kar aata hai. And easy to make bhi hota hai.
Gulab Jamun
Gulab jamun sweet variety me sabka favourite hota hai. Iska Soft and sweetness wedding ko special banata hi. Moreover shadi me aye guest menu me gulab jamun ko bht like karte hai.
Up to 60% off on women ethnic wear at Amazon.
Rabdi Jalebi
Above all, milk and dry fruits se banaya gaya rabdi and jalebi wedding menu me include hota hai. Moreover richness and sweetness ka symbol hota hai Rabdi and Jalebi. Wedding ka special and famous sweet dish hai Rabdi Jalebi.
Other Sweets Variety
India me shadi me kai sweets variety according to choice serve ki jati hai. In which Shrikhand, Ghevar, Mysore Pak, Balushahi, Rosogulla, Shahi Tukda etc. too included hai. Moreover, sweet variety se jyada sweets ki sweetness se happiness share karne ke liye use hoti hai. Wedding experience ke wedding menu me sweets ka most important role hota hai. Jo guest ke upar long lasting impression dalta hai.
Up to 60% off on Automotive essentials at Amazon.
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho to apne views hame Comment Box Me Likhe. Apne friends ke saath share kare. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin | Pinterest par