in

CryCry

Lightning Se Ho Rahi Hai Logo Ki Deaths

How common are deaths by Lightning in India

How Lightning strikes and why it kills ?

Pichhle kuchh Dinon Mein 65 se bhi jyada logon ki death ho gai hai lightning strike and thunderstorm se aur ye sirf 2 States ka data hai Rajasthan and Uttar Pradesh. Aur Jaipur se ye bhi khabar aa rahi hai ki Amer fort ke vahan 23 logon ki death ho gai hai lightning se .

Vahan per log high point par Khade hue The selfie lene ke liye during thunderstorm.Agar Ham average data dekhein To har saal India mein 2000 se 2500 logon Ki maut Hoti Hai Keval aur Keval lightning se .lightning aajkal Ek biggest contributor ban chuka hai accidental deaths Mein joki nature ke dwara hoti hai. #Lightening strikes

Decoded | Why lightning kills so many people in India each year - India News

What is Lightening?

Lightening ek rapid and massive discharge electricity ka atmosphere mein joki direct aata hai earth surface par. Or ye lightning un clouds par generate Hoti Hai jinki vertical length 10 to 12 km hoti hai. In clouds ka base 1-2 kilometre Ka hota Hai of the Earth surface. Aur Jahan par temperature ki range minus 35 se minus 45 degree Celsius the ho sakti hai. lightening ke measures and precautions ke baare mein itni baat nhi ki jaati publicly . kyonki lightning ke rare cases dekhne ko milte hai ye maana jaata hai .

Lightening mostly tall objects par jyada hit Karti Hai jaise ki trees , towers , buildings. Aur Iske piche reason bhi hai. Air electricity ka bad conductor hota Hai. Tu jab current upar se aata Hai jab vah 80 -100 kilometre se dur hota Hai. To us light ko ek shortest-path chahie hota Hai. Earth surface ko meet karne ke liye tallest chijon par hit karti hai .

Lightning fatalities over India: 1979–2011 - Singh - 2015 - Meteorological  Applications - Wiley Online Library

Ground current | Lightning

Lightening se jo sabse jyada injuries Hoti Hai vah ground current uski vajah se Hoti Hai. Kisi bhi large object ko hit karne ke baad uske electric energy laterally spread Karti Hai ground par for some distance and jo bhi people is area Mein aate Hai unhein electric shocks receive Hote Hain. Rarely aise cases dekhne ko milte Hain Ki people par directly lightning ne ne hit kiya aur agar aisa hota hai to vah Insan almost fatal ho jata hai yani uske bachne ke chance to hote hi nahin hai.

Lightning strikes have killed 74 people in 24 hours: An explainer | Latest  News India - Hindustan Times

Lightning strike is India’s biggest natural killer


Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin

What do you think?

Written by SG

Liquor Ka Sevan Karna Kya Fundamental Right Hai ?

India’s First Covid Patient Dobara Hua Covid Positive