10th march ko Sensex 254.03 points ya 0.50% bhadkar 51,279.51 par band hua, jabki Nifty 76.40 points ya 0.51% bhadkar 15174.80 par band hua .
The National Stock Exchange of India (NSE) and BSE 11th march ko band rahenge Mahashivratri ke kaaran.
Wholesale markets including Metal and Bullion bhi band hai. Forex and commodity futures markets me bhi koi trading activities nai hogi .
10th march ko Sensex 254.03 points ya 0.50% bhadkar 51,279.51 par band hua, jabki Nifty 76.40 points ya 0.51% bhadkar 15174.80 par band hua.
Also read:-Maharashtra: Do aur Districts Me Firse Night Curfew Huye Impose, Jaaniye What’s Allowed & What’s Not
Market After Mahashivratri
Bazar 15170 ke level par band hua aur upar level par pohoch gaya, but trading thursday ko bank ke holiday ke vajha se band hai . Ye friday ko bhi hoo sakta hai because weekend hai . Next monday ko hume ek strong trend dekhne ko milega said Shrikant Chouhan, Executive Vice President, Equity Technical Research at Kotak Securities.
Technically market 15,150/51250 ke level pe band hua jo market ke bullish(tez) ko banaye rakh sakta hai. Hum bohot jald hi kam se kam 15280 ya 15350 ke level ko dekh sakte hai . Agar nifty 15280 ke level ko tod nahi pata hai to ye market ko 15000 aur 15280 ke bich consolidate ke liye bhaje sakta hi. Agar index 15000/50750 se nichey chal jaata hai, to bullish(tez) trend break hoo jayega. Bond yields and the dollar index aane vale time me ek bar fir bazar ka trend determine karenge.
JSW Steel, Eicher Motors, Tata Steel, Bajaj Finance and Sun Pharma Nifty me top gainer they jabki loss me SBI Life Insurance, ONGC, IOC, HDFC Life and GAIL they .
“Market expect karta hai ki US inflation elevated rahey compared to January figure and ye add karega further uptrends in US yields and Dollar indax me.” said Rahul Gupta, Head Of Research-Currency, Emkay Global Financial Services.
Also read:-Google Ne India Ke Satellite Man Udupi Ramachandra Rao Ko Honour Kiya Doodle Se Unke Birthday Per
_____________________________________________________________________________________________
Ab Rv Talks telegram par available hai to turant hi hamare telegram channel ko join kariye so that koe bhi update miss na ho. Aap hamse hamare social media channels par bhi connect ho sakte hai. Facebook | Twitter | Instagram | Linkedin