in

WowWow

Salt Reduction : WHO guidelines

Who guidelines regarding salt reduction :

WHO ne new benchmarks diye hai sodium consumption ko lekar yani hamein kitne salt ka Sevan karna chahie uske upar WHO ne kuchh guidelines jari ki hai regarding salt reduction all over world mein. Aur India ke liye chij jyaada jaroori Hai kyunki ham apne Indian food mein bahut jyada salt ki consumption karte Hain.

Salt reduction saves lives" - So why is it being pushed aside?

Sodium Content In Food | salt reduction

WHO ne kaha hai ki hamein 1 din mein sirf 5 gram salt hi khana chahie. Ab aap soch rahe honge yeh 5 gram salt kitna hota hai. To 5 gram salt utna hota hai jitna ki hamara Ek spoon mein aa jaaye. Yahan per sirf cooking food Ki baat nahin Hai ham poore din mein bahut sari cold drinks peta hai yah bahut sare junk foods khate hain jinmen salt ki Matra pahle se hi jyada hoti hai. that`s why salt reduction is necessary .

Packed Food | Salt Reduction

WHO ka kehna hai packaged food ke andar bahut jyada matra mein salt content paya jata hai. Aur package foods ke andar aata hai hamare bread, Savoury snacks ,meat products and cheese. WHO ka kehna hai ki jo humare packaged food items hai unme humein salt reduction karna hoga . WHO ne goal rakha hai ki hamein 2025 the 30% reduction karna hai global salt mein.

Umami for salt reduction | figlobal.com

WHO Recommendation | salt reduction

WHO ne recommendation di hai ki jo adults hai unhe 1 din mein 5 gram se bhi less salt content ka Sevan karna chahie. Aur WHO ka ye bhi kehna hai ki children jinki age 2 to 15 hai unke liye bhi salt reduction karna chahie.
Kam salt khana kyon jaroori hai???

Kya effects hote hai jyaada salt ka Sevan karne se :

BP Jin logo ka high rehta hai unko heart attack aane ke jyaada chances rhenge agar unko covid hua . To bhot logo ka cardiovascular system effect ho raha hai . To humein pta hai salt ka to bhot hi negative effect padta hai humare cardiovascular system par.

Salt reduction

Importance of salt | salt reduction

Salt is important for normal cell metabolism and healthy plasma and it also helps in improving the nervous system .lekin iska matlab ye nhi hai ki hum bhar bhar kar namak khayenge . Benefits ka matalab ye hai ki aisa nhi hai ki aap apni life se salt ko poore tareeke se cut kardein. But within limits aapko ye khana hai.#salt reduction

Hypertension: WHO-recommended ways to reduce salt intake at home |  TheHealthSite.com

Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin

What do you think?

Written by SG

Over Eating

Over Eating Se Pareshan? 5 Strategies To Help You Stop Over Eating.

Digital Divide = Covid Vaccine Kya Gareebo Ko Jeene Ka Haq Nhi?