in

100 Saal Baad Me Dekhi Gae Rare Perching Duck Species Ki Mandarin Duck, Last Time 1902 Me Dekha Gaya Tha

Kuch dino pehle Asam me ek rare perching duck species ki duck dekhi gae. According to experts, isko last time 100 saal se bhi jyada pehle yaha Asam me Dekha Gaya tha. Thereafter isko pehli baar Dekha Gaya hai. Dibru Saikhowa National Park ke ander situated Maguri Jheel me ye isko Dekha Gaya hai and vaha aam se lekar khas is durlabh batakh ko dekhne ke lie umad rahe hai.

Wood Duck Ki Relative Hoti Hai Mandarin Duck

Bata de ye orange colour ki duck east Palearctic me paee jaati hai. Ye ek rare perching duck species se belong karti hai. And normally ye ped ke Shikhar par aaram karti hue dikhti hai. Mandarin Duck 65-75cm pankho ke sath 41-49cm lambe, medium size ke hote hai. Ye North American Wood Duck ke kaam nazdiki ristedar bhi hote hai.

Social Media Pe Bhi Iske Charche Zor Shor Se Chal Rahe Hai

Wild Life Trust Of India Ki Ek Team Bhi Is Rare Species Ki Batakh Ko Dekhne Pahuchi

 | Website

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

What do you think?

Written by Ratnakar Upadhayay

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

Khoon Badhane Ke Sath Sath Weight Control Bhi Karta Hai Saphed Matar (White Peas), Janiye Aur Bhi Benefits

₹500 Se Bhi Kam Me Milne Vale Ye Electronics & Accessories, Kar Sakte Hai Aapki Life Ko Kaafi Easy