Indian Oil to build India’s first green hydrogen plant at Mathura Refinery

India ka largest oil firm Indian Oil corporation unhone announce kiya hai kuch din pehle hi ki Unka Jo Mathura refinery hai jo ki Uttar Pradesh Mein situated hai. Indian Oil corporation me kaha hai ki Unka main hame hai to maintain focus on its own refining and fuel marketing business. Sath hi sath petrochemicals hydrogen and electric mobility unke andar bhi enter karna chahte hain.

IOC to invest Rs 1.75 lakh cr for expansion: Chairman | Deccan Herald

Renewable energy | Mathura Refinery

Aur company ka kahana hai ki vah captive power plant nahin lagaega. Jobi refinery ki process hoti hai uske liye power chahie hoti hai tu jo bhi project hote Hain I like Indian Oil corporation vo pass mein hi apna Ek power plant Laga lete Hain aur ye powerplants bhi bahut se types ke hote hain like koyle se chalta hai koi natural gas se.

Lekin ab company kah rahi hai ki future Mein jitne bhi projects honge Ham captive power plants ka use nahi karenge. Unhone kaha hai ki vah renewable energy ka use karke power plant chalayenge. Unka main aim hai fossil fuels ke use ko kam karna aur renewable energy ki taraf jyada focus dena. Aur yah bhi bataya gaya hai ki Rajasthan ke andar Unka 1 wind power project hai Jiska use Kiya jata Hai electricity generate karne ke liye.

India oil Refinery: Latest News & Videos, Photos about India oil Refinery |  The Economic Times - Page 1

Electrolysis | Mathura Refinery

Aur Mathura refinery main us electricity ka use Kiya jata Hai taki green hydrogen ko produce Kiya ja sake through electrolysis. Electrolysis Ek trah ki process Hoti Hai jismein hydrogen and oxygen ko alag Kiya jata hai.aur fir further us hydrogen ko alg alg cheezon mein istemaal kiya jayega . Electrolysis ki process se hydrogen and oxygen ko alag karne ke liye Agar fossil fuels ka use Kiya jata hai to pollution create hota hai jisse grah hydrogen kaha jata hai.agar coal ke Madhyam se hydrogen Produce Kiya jata hai to use brown hydrogen kaha jaata hai. # Mathura Refinery

Shell finalizes sale of Martinez refinery | Oil & Gas Journal

Shrikant Madhav Vaidya on Mathura Refinery

“Indian Oil has drawn a strategic growth path to focus on its core refining and fuel marketing businesses while making inroads into petrochemicals, hydrogen, and electric mobility over the next ten years”, Shrikant Madhav Vaidya, Chairman, IOC said in a statement. # Mathura Refinery

Mathura refinery gearing up to provide BS-VI fuel to Delhi this year -  India News

Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin

You May Also Like

Tenet | Christopher Nolan Ki ‘Tenet’ Amazon Prime Par Hue Release

John David Washington ke sath dete hue Robert Pattinson aur , Elizabeth Debicki, Dimple Kapadia, Kenneth Branagh, Aaron Taylor Johnson, Michael Caine and Clemence Poesy jaise diggaz milenge movie me.

Kya Is Actor Ko Date Kar Rahi Hain Huma Qureshi? Sonakshi Ki Shadi Ki Tasviron Ne Khola Raaj

Director Mudassar Aziz Se Breakup Ke Baad Huma Qureshi Ka Naam Pichle…

Kamal Hasan Starrer “Indian 2” Ka Dhamakedar Trailer Release, DamdaarAction Se Public Ke Udaye Hosh.

Kamal Hasan Apni Blockbuster Film Indian Ka Sequel Lekar Wapas Maidan Me…

Smriti Irani Birthday Special: Jab Politics Me Aane Ke Baad Gae Tulshi

Film industry me jaane ka sapana har kisi ka hota hai. Koe…