in

Migrant Labors And Politics: Giddho Ka Jamawada

Chalie ek kissa sunate hai aap sabhi ko Jisse aapko Migrant Labors And Politics ke beech ka scene samajh jaenge. Then zara sochieaga and batae comment box me apne reviews

Giddh Or Choti Ladki

Starving Child and Vulture | 100 Photographs | The Most Influential Images  of All Time

Ye tasveer yaad hai aapko? Isse naam diya gya tha “Vulture and a Little Girl “. Iss photo me ek giddh bhookh se mar rahi ek choti ladki ke marne ka intezar kar raha hai.

Iss photo ko ek South African Photo Journalist Kevin Carter ne 1993 me Sudan ke akaal Samay me khicha tha. And is photo ke liye unhe Pulitzer Award bhi Mila tha. ButCarter is Award ka Anand Sirf kuch time tak hi utha paaye. As In kuch mahine baad hi 33 saal ke Carter ne suicide kar Liya.

Kya hua?

Darasal yeh ek dardnaak tasveer thi jisme giddh ek bhook se tadapti choti ladki ke marne ka intezar kar raha tha. Photographer ne yeh tasveer li jo bhut hi badi news bankar publish bhi hue thi.

Sabse bada Award milne par weh bhut khush tha. But chaar mahine baad uske pass ek phone aya. Ek article padhne waale ne poocha ki uss choti ladki ka kya hua?

Usse giddh ne kha liye?

Kya weh marr gyi?

Photographer ne jawab diya ki mujhe nahi pata, mai yeh tasveer click krke chla gya tha. Jiss par us aadmi ne uss photographer se kaha ki aapko pta hai, uss din us choti ladki ke pass ek giddh mahi balki 2 giddh the?

• Pehla giddh jo uss bhookhi ladki ke mrne ka intezar kar raha tha or

•Dusra weh giddh tha jisne iss bacchi ke dukh ko chaat masala lagya or duniya ka sabse pratishthit Award jeeta.

Aap ne aakhir uss choti si nanhi si jaan ko bachane ki koshish kyu nahi ki?

In sawalo ke baad uss photographer ne suicide kr liya.

Photo Ka Connection Kya Hai Indian Politics se

Connection to kaafi bada hai. Aap bus ye samjhiea agar koi bhi Migrant Labors ke tasveer ko share kar Politics kar rahe hai. And unke liye kuch bhi nahi kar rahe hai. Then trust me vo bhi ek giddha hai jo is mauke ko bhuna rahe hai.

Dard ko bata jata hai, chat masala nahi lagaya jata hai and na hi unhe bhunaya jata hai.


Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe. And Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook Instagram Twitter Linkedin

 | Website

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

What do you think?

Written by Ratnakar Upadhayay

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

Dhokla Hai Saheb Dhokha Nahi – Lockdown Snacks

Christopher Nolan Ki Tenet Ka Trailer Hua Release