in

Muskmelon: Janiye Health se Jude kuch Interesting Facts.

Garmiyo me muskmelon ki sabse jyada demand rahti hai. And summers ka most popular fruit bhi hai. Just like Watermelon, isme bhi paani jyada hota hai. And body dehydrate nahi hone deta summers me. Yahi nahi isme bharpoor matra me Calcium, Magnesium, Potassium, Vitamin A, Vitamin C, Protein, Carbohydrates etc. Elements paaye jaatey hai. Jo body me kayi poshak elements ki kami ko dur krte hai. Jadatar log muskmelon ka juice bana kar peena pasand krte hai.

Muskmelon

Muskmelon humare dimag tak Oxygen pahuchata hai.

Muskmelon me paaya jane wala element potassium dimag tak oxygen supply ko badhane me help karta hai. And ise khaane se dimaagi tanaav kam hota hai. Iske alawa isme kayi tarah ke superoxide elements paaye jaatey hai jo blood pressure ko maintain karne me helpful hota hai. Jisse heart se sabandhit bimariyo ki problem kam ho jati hai.

Vitamin A Ki Kami Hoti Hai Dur.

Muskmelon ko agar Sahi tarike se khaya jaaye to body me Kabhi vitamin A ki kami hogi hi nahi because pollution ki wajah se body me vitamin A ki kami ho jati hai, that’s why ISko khaane se lungs healthy rehte hai, and jo log smoking karte hai unke liye bhi ye fruit bahut labhdayak hai.

Muskmelon khaane se Vitamin A ki kami dur hoti hai

Cancer Cells ko failne se rokta hai Muskmelon.

Muskmelon me paaye Jaane waale Bita carotene and Vitamin C body ke kayi Ghatak radicals ko body se bahar karne me help krte hai ye Ghatak radical body ki cells ko nuksaan pahuchate hai and cancer Banane me help krte hai, isliye jo log cancer ke shikar hai un logo ko bhi Ise khana chahiye.

Muskmelon Aankho Ki Roshni Ko Badhata Hai.

Aankho ki Roshni agar kamjor ho to Muskmelon khana fayedemand ho sakta hai. Because isme present Vitamin A aankho ki Roshni badhane me help krta hai. Carrot ki tarah Muskmelon bhi vitamin A ka major source hai. If aap Roz muskmelon khaaye to cataracts ki bimaari ka bhi khatra bohot ho kam ho jata hai.

Muskmelon ankho ki roshini badhata hai

Indigestion, fever and cold me bhi fayedemand hai.

Muskmelon ka seed mausami bimari me fayeda krta hai. Iske timely khaane se Indigestion, cold, fever etc bimariya bhi jaldi theek ho jati hai. And ye jo hai easily digest hone wala fruit hai jo small and big intestine ki safayi bhi karta hai jisse constipation, Indigestion and gas jaisi samasya bhi nahi hoti hai.

Blood Ki Thickness Ko Kam Karta Hai.

Muskmelon me present potassium heart ke liye kaafi fayedemand hai. Isse blood pressure bhi maintain rehta hai. And isme kayi tarah ke minerals hypertension ki problem ko theek karte hai. Iske alawa isme potassium bohot Jada matra me paaya jata hai. Potassium body me sodium ke negative effect ko dur krta hai. And isme Adenosine namak element blood ki thickness ko bhi kam krta hai jisse heart attack aane ki possibilities kam ho jati hai.

Muskmelon se blood ki thickness kam hoti hai

Health Tips: Muskmelon me paaye Jaane wala element potassium mind tak oxygen supply ko badhane me help karta hai jisse mental stress kam hota hai.

  • Vitamin A ki kami hoti hai dur.
  • ISko khaane se aankho ki roshni badhti hai.
  • Isko khaane se weightloss bhi hota hai.
  • Indigestion, cold and fever me bhi hai fayedemand.
  • Blood ki thickness ko kam karta hai.

Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe. And Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook Instagram Twitter Linkedin

[starbox id=swati]

 | Website

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

What do you think?

Written by Ratnakar Upadhayay

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

Carry Minati: Birthday Special, Janie Kuch Interesting Facts

Kaun Hai Farrukh Jaffar? Kyu Hai Trend Me Har Taraf?