Nav matlb nine and Ratri matlb nights. Navratri festival 9 raat aur 10 din ka hota hai. Indeed, Goddess Durga shakti ka roop hai. And hamlog inke 9 different roop ka puja karte hai. Isake shuru hone par, 10th-day ko dashara ke roop me manaya jaata hai.

Navratri Fast Ke Samay Aap Kon Si Dishes Kha Sakte Hai

Navratri Ke Samay Aap Kon Si Food Kha Sakte Hai?

  1. Grains and Flours– Kuttu ka Atta, Singhade ka Atta, Chaulai ka Atta, Sama ka Chawal, Sama ka Atta and Sabudana.
  2. Nuts – Fasting ke samay aap sabhi tarah ke nuts kha sakte hai. Isme Baadam, Kaaju, Mungfali, Akhrot, Magaj ka Beej, Chilgoza, Kishmish and Pista.
  3. Oils – Ghee, Vegetable Oil, Aur aap Peanut Oil are normally use kar sakte hai.
  4. Spices – Sendha Namak,  Jeera, Jeera Powder, Kali Mirch powder, Chhoti Elaichi ye sab cheez aap ghar ke logo ke liye use kar saktehai.
  5. Fruits– Sabhi tarah ke fruits aap kha saktehai. Apples, Grapes, Banana, etc. And aap sabhi tarah ke seasonal fruits kha sakte hai.
  6. Milk and Dairy Ka Products– Fasting ke samay aap dhoodh ke items kha sakte hain. Dhoodh, Dahii, Paneer, Fresh Cream, Butter, Malai, aur Khoya/ Mawa.
  7. Sugars – Raw sugar, Jaggery, Honey, regular sugar app kha sakte hai.
  8. Vegetables– Navratri ke samay aap kuch type ke sabji kha sakte hain. Jaise ki Boiled aloo, Arbi, Yam, Kacha Kela, Kacha Papeeta, Lauki.

Offers on Daily Essential products on Amazon

Navratri Fast Ke Samay Aap Kon Sa Food Nahi Kha Sakte?

  1. Flours and Grains– Aap Wheat ko kisi bhi form me nahi kha sakte aur wheet ke atta ko bhi nahi kha sakte. Rice and Rice ka atta, Besan, Sooji, Maidaaur refined atta, corn ka atta etc. yeh sab Navratri fast ke samay use nahi karna chahiye.
  2. Vegetables-Pyaaj aur Lahasun strictly mana hain. Yaha tak ki baingan, Bhindi, yaa koi bhi green vegetables ka use nahi kiya jata hai. Kuchh log paalak, tamaatar aur kheere khate hain. But aap ye sab khane se pahle apne elders se puch kar khae.
  3. Legumes and Pulses – Navratri ke samay legumes and pulses allowed nahi hai.
  4. Spices – Regular namak allowed nahi hai. Haldi, Garam Masala, Curry powder, Dhaniya powder, Sarso, Hing yah sab bhi allowed nahi hai. Kuch log Ajwain ka use karte hai aur kuch log nahi karte hai.
  5. However, Alcohol, Eggs and Non Vegetarian foods strictly mana hai.
  6. Tomatoes– Kuch log tomatoes ka use karte hai aur kuch log nahi karte hai.

Buy Samsung Galaxy M51 on Amazon

Navratri Fast Ko Follow Kaise Kare?

  1. Firstly, Kaee baar log poore 9 dinon ka fast karte hain. Uss case me ve sabhee 9 days ka fast ka paalan karte hain. Kuchh families paired days mein fast karate hain, Ya toh ve navratri ke suru ke do din fast rakhte hain ya last ke do din fast rakhte hain. Kuch families aaise bhi hai jo navratri ke pahla din fast rakhte hai aur last ke din fast rakhte hain. Fast karne ka yah sabhi tareeka thik hai aap ko jaisa aacha lage aap fast rakh sakte hain.
  2. Secondly, Bhaut families 8 ven din celebrate karke fast start karte hai jaha ve ashtamee poojan kartehain. 7 ven din antim fast hota hai. 8 ven din ve apna fast kholte hain aur kanya poojan karte hain, jaha ve chhotee girls ko devi ke roop me pooja karte hai.
  3. Thirdly, Bhaut families 9 ven din celebrate karke fast start karte hai jaha ve navamee poojan karte hain. Unka last fast 8 ven din hota hai or 9 ven din ve apna fast kholte hai aur kanya poojan karte hain, jahan ve chhote girls ko devi ke roop mein pooja karte hai.
  4. However, aacha baat yah hai ki hamlog navratri ke samay heart and thoughts ki purity ko follow karte hai. Not only but also aap bhi aacha soche, aacha bane, aacha bole aur calm and peaceful bane rahiye.

Checkout Latest offers on Amazon Golden hour deals from 8 pm to midnight


Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame  Facebook Instagram Twitter Linkedin  | Pinterest par

You May Also Like

Bach Gaya RRR Ka Record, Prabhas India Ke Sabse Bade Superstar, Last 5 Film on Ki Opening Day Collection Hai Is Baat Ki Gawahi.

Kal Theatres Me Release Hui Film “Kalki 2898 AD” Apne Opening Day…

First 6 Months of Marriage Tips: Avoid These 8 Common Mistakes

The first 6 months of marriage tips are essential for any couple…

Tenet | Christopher Nolan Ki ‘Tenet’ Amazon Prime Par Hue Release

John David Washington ke sath dete hue Robert Pattinson aur , Elizabeth Debicki, Dimple Kapadia, Kenneth Branagh, Aaron Taylor Johnson, Michael Caine and Clemence Poesy jaise diggaz milenge movie me.

Postpone Ho Gayi Varun Dhawan Ki “Baby John,” Ab Is Nayi Date Par Hogi Release, Kya Naye Look Me Kamal Kar Payenge Varun

Varun Dhawan Ki Much Awaited Film “Baby John” Ko Ab Officially Nayi…