in

CryCry

Norovirus Ka Hua Aagman United Kingdom Mein

Norovirus outbreak in UK 154 people infected with highly contagious virus

154 norovirus outbreak in England as covid-19 precautions relaxed

Uk ki Health agency ka naam hai public Health England jisne recently Ek warning issue ki hai jab unhone dekha ki norovirus ke cases badhne lag gaye Hain. Unka kahana hai ki virus koi naya virus nahin Hai ya pahle se Hi chalta aa raha hai. Lekin Achanak se jo virus ke cases Hai vah badhane lag gai Hai jiski vajah se yah Ek chinta ka vishay ban chuka hai.

Aur iska link covid se jodne Ki koshish ki ja rahi hai. Kyunki covid ki vajah se jo log infect hue Hain uske baad unki immunity bahut kam Ho jaati Hai. To Fir koi dusra virus jab unke upar attack Karega to hamari body ke pass itni immunity nahin bachti ki Ham us new virus se fight kar sake.

Pichhle 5 weeks Mein England ke andar 154 cases dekhe gaye hain norovirus ke , according to PHE . Aur Agar Ham ISI last year se compare kare to 3 Guna jyada kis dekhne Ko mil rahe Hain virus ke.

Norovirus Outbreak Reported In UK: All You Need To Know About Highly  Contagious Virus
virus outbreak in UK

What is Norovirus ?

According to the centres for disease control and prevention (CDC) norovirus very contagious virus hai jiske Karan vomiting and diarrhoea hota hai aur PHE ka kehn “winter vomiting bug” according to CDC Jin people ko norovirus hota hai vah bahut sare millions of virus particles shed karta hai aur Jin mein se a kuchh people bimar Hote Hain.

Norovirus: 154 cases of Norovirus cases reported in England: Everything you  need to know about the virus
virus outbreak in UK

Norovirus kaise spread hota Hai?

According to CDC Agar woh person kisi norovirus ke contact Mein Hai vah dusre person Tak spread ho sakta hai direct contact mein aane se ya fir Agar Ham kisi se infected person contaminated food khaaye ya fir Ham us contaminated person Ke touch kiye hue surfaces par touch karenge to hamen bhi vah disease ho sakti hai. Jaise ki sabhi viruses spread karti hai iska criteria bhi vaise hi hai.

As COVID-19 pandemic continues, UK reports norovirus outbreak - All you  need to know

Symptoms :

CDC Ne kuchh symptoms bataein Hai jisko norovirus ho jata hai jo ki hai diarrhoea, vomiting , nausea and stomach pain aur kuchh cases Main To inflammation of stomach aur intestine ho jata hai jisko acute gastroenteritis bhi kaha jata Hai Iske alava kuchh other symptoms bhi hai jaise ki fever , headache and body aches . #Norovirus

154 Norovirus Outbreaks In England As Covid-19 Precautions Relaxed
virus outbreak in UK

Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin

What do you think?

Written by SG

India Mein Trend Kar Raha Hai #ThankYouModiJi As Petrol Price Rise!

Bashir Ahmad Baba ki hui Rihahi 11 Saal Baad