Petrol aur diesel consumers keliye relief jaldi hi ane vala hai kyuki pump prices Rs. 2 per litre se niche jane ki trajectory par hai.
Also read : OnePlus 9 Series Huyi Launch : Jaaniye Products; Features Aur Prices
Reason
India ki crude cost, 2 weeks pehle tak $68 per barrel thi but 5% ke fall ke baad aaj per barrel cost $64 ho chuki hai. Is time period me Global benchmark Brent bhi 10% se decline kar chuka hai. Tuesday ko crude oil ki per barrel cost firse hit huyi aur price 4% se decline hokar ab $61.93 per barrel ho chuka hai. India aur Europe me Covid19 cases badhne ki vajah se bhi kafi farak agaya hai. Oil retailers aur refiners pump prices ko 15 day rolling average price aur rupee-dollar exchange rate par base karte hai. Agar rupee market me dollar ke against apni position hold karta hai to definitely petrol aur diesel ke prices me fall ayega.
Also read : Royal Enfield Ne Launch Kari Nayi Interceptor Aur Continental GT : Jaaniye Price, Features
Recent Hike In Prices
According to sources, Oil companies ko price revision freeze ki vajah se petrol par Rs. 4 per litre aur diesel par Rs. 2 per litre ka loss face karna pad raha hai since 28th February jabki crude oil prices March 8 tak rise par the. February 17 ke around India me kayi sari cities me petrol prices Rs.100 per litre touch kar gaye the. Centre ne last year me hi petrol par excise duty Rs.13 se badha di thi aur diesel par Rs.16.
Also read : Adani Green Energy Ltd. Ka Share Price Phoncha All Time High
Recent Falls And Government Talks
Recently, petrol prices me already 18 paise per litre ka cut aur diesel prices me 17 paise per litre ka cut aya hai. Union Finance Minister Nirmala Sitharaman ne Tuesday ko kaha tha ki centre, petrol aur diesel prices ko GST regime ke under lane ki baat karne ko ready hai.
Also read : Hyundai ALCAZAR First Glimpse
Ab Rv Talks telegram par available hai to turant hi hamare telegram channel ko join kariye so that koe bhi update miss na ho. Aap hamse hamare social media channels par bhi connect ho sakte hai. Facebook | Twitter | Instagram | Linkedin