PPF (Public Provident Fund) account 15 saal me mature hota hai. And after this rise, 5-5 year ke block se lekar 15 saal tak exceed kiya ja sakta hai. Government ne apne PPF Account ka extension chahne waale subscribers ke liye rules aur easy kar diye hai. Lockdown ki wajah se Public Provident Fund Account ko extend karane ke liye fill kiye jane wale applications ki deadline exceed kar di gyi hai. Moreover, ek saal ke grace periods ke sath jin PPF subscriber ke application ki deadline lockdown ke time par pad rahi thi. Ve ab registered e-mail I’d se 31, July 2020 tak apply kar sakenge. Aap PPF extension form ki original copy related operating agency (jisme zariye apka PPF account sanchalit ho Raha hai) me fill kar sakte hai.

Kya Hai Rule:

Download Money Bag PNG Image for Free

PPF account 15 saal me mature hota hai and iske baad 5-5 saal ke block me. Aur ise 15 saal tak exceed kiya ja sakta hai. Aap chahe to isme paise deposit kar sakte hai ya fir nahi bhi. Then to ye chalta rahega. Aapke account par Public Provident Fund account ke close hone tak interest milta rahega. If Public Provident Fund account holder maturity ke baad bhi apna account jari rakhna chahte hai. Then use maturity ke ek saal ke ander H form fill karna hoga. But PPF accounts me deposit kiya hua new deposit under section 80C of Income Tax ke according to deduction ke under nahi ayega. If PPF (Public Provident Fund) account holder apne account ko close nahi karta hai ya yeh form fill nahi karta hai. Then isme further paise Jama nahi kiya ja sakega. But jo balance hai us par interest milta rahega.

Is beech, Government ne Income Tax section 80 c ke according deduction achieve krne ke liye PPF(Public Provident Fund) me paisa deposit karane ki date 31, July 2020 tak exceed kr di gyi hai. However, PPF me saal bhar me 1.2 lakh rupees tak hi deposit kiya ja sakta hai. Government ne Sukanya Samriddhi Yojana ka account khulwane ke rule me bhi discount diya hai.

[starbox Id=swati]

Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame  Facebook Instagram Twitter Linkedin par

You May Also Like

Tenet | Christopher Nolan Ki ‘Tenet’ Amazon Prime Par Hue Release

John David Washington ke sath dete hue Robert Pattinson aur , Elizabeth Debicki, Dimple Kapadia, Kenneth Branagh, Aaron Taylor Johnson, Michael Caine and Clemence Poesy jaise diggaz milenge movie me.

Kya Is Actor Ko Date Kar Rahi Hain Huma Qureshi? Sonakshi Ki Shadi Ki Tasviron Ne Khola Raaj

Director Mudassar Aziz Se Breakup Ke Baad Huma Qureshi Ka Naam Pichle…

Kamal Hasan Starrer “Indian 2” Ka Dhamakedar Trailer Release, DamdaarAction Se Public Ke Udaye Hosh.

Kamal Hasan Apni Blockbuster Film Indian Ka Sequel Lekar Wapas Maidan Me…

Smriti Irani Birthday Special: Jab Politics Me Aane Ke Baad Gae Tulshi

Film industry me jaane ka sapana har kisi ka hota hai. Koe…