Pratik Gandhi raaton raat ek pan-India sensation ban juke hai, apni last year ki popular series “Scam 1992” me vo Harshad Mehta ka role play kar chuke hai, aur ab unhone apne kadam bollywood me rakh diye hai.
Spotlight me ate hi, Pratik Gandhi kehte hai ki vo contemporaries ke bich ke competitions me believe nahi karte. “Actors ke bich me competition nahi hona chahiye, agar koi product ho to competition ho bhi sakta hai. Jaise ki me koi biscuit ya koi soap hota to competition hona bhi thik hota,” Pratik Gandhi Ne IANS se kaha. Uss me or add karte hue Pratik Gandhi ji bolte hai “ Me ek human being hu. Or 2 log jo ek dusre se alag dikhte hai or alag types ki acting hai, usko koi kaise compare kar sakte hai? Me itna pressure nahi leta ki mera next kaam pichle kaam se bada hona chahiye pehle se.
Pratik Gandhi Ek Gujarati Actor Hai Inka Name “Limca Book Of Records” Me Bhi Shamil Hai.
Gujarati actor Pratik Gandhi ne phele apne kadam stage me jamaye or fir unka name “Limca Book Of Records” me bhi shamil hai, unke monologue jo unhone three languages me kiya tha unke uss play ka name “Mohan No Masalo” tha, uske liye unka name aya tha. Wo apko batayenge, “Scam 1992” me The Harshad Mehta ki story” batate hai unki success iss waqt progression me hai or dheere dheere aage badh rahe hai as an actor, aur isse unhe or bhi opportunities mil rahi hai.
“Me isse apni excitement me convert karna chahuga, kyunki yaha mujhe log alag alag opportunities de rahe hai ab. Vo mere sath alag subjects pe kaam karna chahte hai- jo ki bahut exciting hai mere liye as an actor, mein or aisi opportunities dekh raha hu jaha mujhe or dusre character nibhane ko mile. Mera theatre ka background meri isme bahut help kar raha hai yaha, ”Pratik Gandhi ne Kahi ye baatein.
Pratik Gandhi Ko Success Or Fame Nahi Chahiye Unhe Chahiye Logo Ka Yani Public Ka Pyar.
Pratik Gandhi insist karte hai ki fame or success to acting se jude hue product hai. “Me fame or success ke bare me nahi sochta, kyunki ye acting se jude hue uske byproducts hai. Lekin mujhe sab logo ka or audience ka pyar mil raha, aur sare age groups ka pyar mil raha hai. Aur mujhe inn sab chizon ke bare me jyada nahi sochta. Ye sirf Character jo unke liye kaam karte hai, Unhone apni “Scam 1992” ki success ke bare me batate hue kaha. Iss over the top show ke pehle, Pratik Gandhi ne “Loveyatri” me, Unhone ye admit kiya ki Harshad Mehta Ki series unke career ke liye game changer sabit hui hai unke liye.
Pratik Gandhi Ki “Scam 1992” Hui Unke Career Ke liye Game Changer Sabit.
“Scam 1992”- The Harshad Mehta ki story mere career ke liye ek game changer sabit hui hai. Iss series ne mere liye bahut kuch change kiya hai personally or professionally bhi. Sabse achi baat to ye change dekhne mila hai ki log ab mujhe jiss tarah dekhte hai,” Pratik Gandhi ne kaha.
Unke or ane vala audience ka pyar unke liye bahut hi satisfying hai unke liye or “unhe usse bahut overwhelming feeling milti hai.”
Ye ek aisi chizz hai jiska intezar me pichle 16 years se kar raha tha, Pratik Gandhi ne conclude karte hue kaha. (IANS)
External Link
Pratik gandhi | Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin.