in

WTFWTF

Red Fort Violence !!! Ya Fir Kahein Chor Police Khela Jaa Raha Hai

red fort violence

Hamare Desh mein pichhle paanch mahinon se farmers protest chal raha hai. 26 January ko Red Fort violence ke naam se bhi Ek event hua tha .Uske main accused Deep sidhu th. unke upar do kaise lagaye gaye the usi riots ke bare mein.

Pichhle sal jab corona ka lockdown chala hua tha tab government ne three farm laws pass kiye th. In laws ke against farmers protest chal raha hai. Ye jyadatar North India mein protest faila hua Hai. Sabhi farmers nei decide kiya tha ki vah 26 January ko Delhi ke andar jaenge aur apna protest dikhayenge #Red Fort Violence.

Delhi violence: 22 FIRs registered, Twitter accounts of Khalistan  supporters suspended
Red Fort Violence

26 January par farmers ko parade ke liye ijazat Di gai thi. Lekin farmers us timing se pahle hi ghus Gaye. Aur barricades todkar delhi ke doosre hisso mein bhi chle gaye th .
Aur protesters Red fort pr bhi pahunch gaye aur unhone Nishan Sahib joki Ek religious Sikh flag hai use hoist kr diya.

Red Fort Violence Ka Main Accused Deep Sidhu

Public mein iske khilaf gussa bhar gya tha aur unhe laga ki ye humare national flag ki dis respect hai. Red fort pr us din jo bhi hua uske liye Deep Sidhu ko main accused mana gaya tha . Inke upar police investigation ki gai thi Aur 9 February 2021 ko innhe giraftaar bhi kar liya gaya tha. Deep Sidhu ko 2 cases ke liye pakda gaya tha.or jo unhe 9 feb ko arrest Kiya gaya tha uske bad unhe 16 April ko bail milti hai.

Deep Sidhu, key accused in R-Day riots case, arrested | India News - Times  of India
Deep Sidhu


17 April ko wapas arrest kar liya Gaya. Aap sabhi ko lag raha hoga yah kya game chal raha hai. Chaliye iske piche ki vajah bhi jante Hain. Kyunki ye kaha gaya tha ki pehle Jo arrest kiya tha wo sirf first case ke liye arrest Kiya gaya tha . aur jo dusra case unke upar lagaya gaya tha uske liye Abhi Tak arrest hi nahin kiya Gaya.

Kuch ajeeb lga na aap sbhi ko . Aap soch rhe honge bhaii ye to sch mein game chl rha hai . Police police khel rahe hai ye to.
Harain na ho humare judge ko bhi yhi lga unhone second arrest ko “Vicious and Sinister” action kaha.

Aap logically sohkr dekhiye jb ek cheez ke liye ek baar jail ho chuki hai jo incident usi same day hua th to ye again arrest kyon??#Red Fort Violence


Normal procedure jo hota hai bail ka usko ek legal loophole ko use krkr breakdown krne ki koshish ki jaa rhi hai.#Red Fort Violence


Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin

What do you think?

Written by SG

Royal Enfield

Royal Enfield: From Bankruptcy To the Most Loved Bike In India!

International Dance Day

International Dance Day: Significance And History Of Dance.