in

Remove China Apps: Google Play Store Se Hata

Within 10 days me 1 millions download hone vaala “Remove China Apps‘ App ko Play store se Google ne hata diya. Kae dino se ye app India me trend kar raha tha.

Google ne ‘Remove China Apps‘ App, ko play store hata diya jo ki symbol ban Chuka tha Anti-Chinese Sentiments ka. India me ye app kaafi jyda popular ho Raha tha. Iski popularity ka andaza isi se lagaya ja sakte hai ki within a few weeks more than 5 M downloads hogae. App ko 189k reviews and 4.9-star ki rating mil chuke the.

’17 May ko ‘Remove China Apps’ ko launch kiya Gaya tha. thereafter to Indian ka jo gussa tha china ko leke vo is app ko download karke foota. And ye ek symbol ban china ke against hone ka. Iski popularity ke Piche kae reason hai. But Covid-19 and India-china border ki situation ko main reason kaha ja Raha hai.

Google Play Store Se Hataya Gaya ‘Remove China Apps

Indian public ke beech china ke khilaf badhta hua gussa is app ke through samjha ja sakta hai. Claim kiya Gaya ki iske through ‘Tik-Tok’ and UC-Browser’ jaise Chinese app delete kiye ja sakte hai. However, is app ko develop karne vaali company ‘One Touch labs’ ka kahna hai ise educational purpose se banaya Gaya. And iske sath sath company ne ye bhi kaha ki Hamara koe commercial purpose nahi tha is app ko le kar.

India Me China Ke Against Isko Use Kiya Ja Raha Tha

Although, Abhi tak google ki Taraf se koe bhi statement nahi Aaya is app ko hatane ko lekar. Google ne na ye clear kiya ki ye app Dobara available Hoga ya nahi. Jaipur based ‘One Touch App Labs’ company ne tweet karke is ap ke suspension ke baare me bataya.


Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur likhe. And Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook Instagram Twitter Linkedin

What do you think?

Written by Ratnakar Upadhayay

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

Meera Chopra Ko Junior NTR Fans Ne Kiya Khoob Abuse

Miya George: Mollywood Actress Ne Ki Sagai