29 April ko Bengal ki chunav Ka aakhri din tha. Aur usi samay Ek din pahle 28 April ko Facebook or Twitter per ek #resignmodi trending par tha . Lekin ye nahin pata ki ye #opposition party ne chalaya tha ya fir public ne. Sirf kah rahi hai ki Facebook or Twitter per Ek #chalaya Gaya. Aur us hastag mein like tha #resignmodi trending..
Aur fir uske kuchh samay bad hi Facebook ne hi apni community guidelines ka hawala dete huye #resignmodi trending par tha jo use delete kar diya . Aur iska delete karna Bharat mein to reaction ka Karan banaa hi. Lekin ye yahi tak simit nahin tha ye poore duniya bhar ke akhbaron mein headline ban gai.
#resignmodi trending in all over world newspapers :
Jaise Bharat me Hindu newspaper sabhi Akhbaroon mein se sabse jyada padhe jane wala newspaper hai. Usi tarah America mein Wall Street journal bahut famous newspaper hai .Jisme lika gaya Facebook block then restores , content calling on indian prime minister modi to resign.
Iska matlab hai Facebook ne pahle to us hashtag ko hata Diya lekin jab Jaise hi logon ka virodh badhane Laga to usne dobara se is #resignmodi trending par th jo usi ko restore kar Diya. Content mean:
Pradhanmantri Modi ji ko resign kar dena chahie use Facebook ne pahle delete kiya aur dubara se dikha diya gaya. Or isincident ke bad Bharat ka kahana tha ki humne Facebook koi content hatane ke liye nahin kaha tha.
#resignmodi trending kisne remove kraya:
Ab ye baat to humari sarkaar ko pata hai ya fir facebook ko .Jaise ki hum jante hi hai aajkal social media Kitna famous hai uski har baat Ek tarah se Jungle ki Aag ki tarah failti hai aur ye Sarkar ke chunav per bhi effect dal sakte thi #resignmodi trending .
Bharat mein jis tarah se coronavirus ke mamle lagatar badhate ja rahe Hain.Is situation mein poore world mein Bharat ki Sarkar ke upar sawal uthaye ja rahe hain. Aapki kisi ghor laparwahi ka natija hai ki jo ye Corona ke cases lagatar badhte ja rahe hain .ye news world ke alag alag deshon ke newspaper mein dekhne Ko milati Hai. Australia se New York tak .
#resignmodi trending par facebook ka response :
Jab is bare mein Facebook se poochha gaya to usne kaha ye kaam humne intentionally nahin kiya tha. Aur Facebook ne ye bhi kaha ki humse hi accidentally #resignmodi block ho gaya tha . humse kisi bhi Sarkar ne ye karne ke liye nahin kaha tha.
Kya sach mein accidentally????? Kya Facebook se accidentally ek hi post delete hua tha??
#resignmodi trending
Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin