Why don’t new SARS COV 2 Variants spread more easily?
What is virus? | SARS COV 2 Variants
Virus small connection Hai genetic code ka Jisme ke DNA ya fir RNA ho sakta hai aur surrounded hota hai ek protein coat se. And virus khud se replicate nahin karta. Aur Agar usko replicate karna hai yani ke apne duplicate banane hai to use sabse pahle hamari body Mein present cells ko infect karna hoga.#SARS COV 2 Variants
Presence of Cell | SARS COV 2 Variants
Plant Cell , animal cell and human cell koi bhi ho sakta hai yani ki use living cells chahie infection karne k liye. Aur vah dusre living organisms ke cells ko use kar kar khud ki copy banana shuru kar deta hai. Virus Agar bhar hamare surrounding Mein present Hai To usse koi dikkat nahin Hoti lekin Jaise hi vah living organism Mein aata hai vah replicate karna start kar deta hai aur hamare body par buri tarike se effect kar deta hai aur yah virus hamari earth par har jgah present hota hai.
Coronavirus | SARS COV 2 Variants
Coronavirus Ek aisi viruses Ki family se belong Karta Hai Jis ko kaha jata Hai coronaviridae. Aur coronavirus Ko apna ye name Apne crown like shape se Mila Hai. Virus animals , birds main bhi paya jata hai aur ya virus zonotic hai. Iska matlab hota hai ki yah coronavirus animal or human beings ke beech Mein transfer ho sakta hai. Aur kuchh type ke coronavirus in humans ke liye bahut jyada dangerous hote hain aur jinke Karan bahut sare respiratory syndromes bhi dekhne ko milte Hain. # SARS COV 2 Variants
Life cycle of SARS Cov 2 | SARS COV 2 Variants
Living Organisms ki apni ek life cycle hoti hai. Aur Agar Ham viruses ke bad karen to inky bhi life cycle hoti hai viruses Ek tarah Ke parasitic hote hain iska matlab hai ki yani ki viruses ke pass kuchh bhi nahin hota yah dusroon ki madad se apna sara kaam karte hain yani ki ye human cells par attack karte Hain. In viruses ka kam hota hai dusre cells ko hijack karna aur vahan per apni copies banana shuru kar dena. Jo delta variant hai wo sabse pahle India mein hi detect Kiya gaya tha aur jo kiya pure world mein spread ho raha hai. # SARS COV 2 Variants
Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter |Linkedin