#social media platforms . IT ministry ne jaldi se jaldi jo sari ki sari social Media companies hai like Google ,Facebook, Instagram ,Twitter unse kaha hai ki woh vahan jo bhi content hai usme se jo word hai Indian variant use delete kar dein.
Virus Names | social media platforms
Chaliye ap Kuch virus ke baare mein jaan lete hain jaise ki agar ham Spanish flu Ki baat karein to iska matlab kya hua ki ye flu spain se aaya hai.Nipa virus iska matlab hai ki yeh virus Nepal se aaya hua Hai. Ab sirf coronavirus hi Ek Aisa virus hai jise wuhan virus nahin kaha jata.#social media platforms
Aur Agar technical dekha jaaye to is virus ko wuhan virus ka hi naam Dena chahie kyunki Agar ham apni history ko bhi dekhte hain to virus ka naam usi se padta hai Jahan se woh originate hua Hai. Lekin WHO aur China milkar is virus ko wuhan virus Naam nahin Dene dete.
China Is SuperSpreader Of Wuhan Virus | social media platforms
China ne ye jo bimari world mein failai hai iske liye unhein na to koi Saja hui hai aur na hi woh ise maan rahe Hain Ki yeh virus unhi ki vajah se aaya Hai. Aur China basically in sab chijon se bachkar side ho gaya hai. social media platforms
China be like : Maine to kuchh Kiya hi nahin. Jab Spanish flu jo Spain mein originate hua tha use apne origination ke naam se hi jana jata hai. Aur jo Kai virus Hai jinka naam unke origin place ke naam se hi rakha jata hai. To wuhan virus ko wuhan virus kyon nahin kaha jata .
Why We Call It Indian Variant ?
China ne chahe intentionally Kiya ya fir and intentionally lekin iski sari jo accountability and responsibility hai China ki hi hai. Aur Agar ham baat Karein India ki to IT ministry ne sabhi social media platforms se Indian variant Naam Ke content ko remove karne ke liye kaha hai kyunki Indian variant Naam Ka to koi virus hi nahin hai yea virus China se hi aaya Hai To is virus ko Indian variant kyon bol rahe hain?
Aur to aur United Kingdom ne bhi is virus ko Indian variant keh diya tha saari vaccines kam Karti Hai Indian variant par. As per data cited by the government , recently the country has 53 crore WhatsApp users ,44.8 crore YouTube users, 41 crore Facebook users while 21 crore use Instagram and 1.75 crore are on Twitter.social media platforms
Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin