Olympic medalist Sushil Kumar ke against lookout notice issue kar diya gaya hai. Eyewitness aur bahut sari reports ke mutabit ye mana gaya hai ki Sushil Kumar aur unke kuchh sathiyon ne Sagar Dhankar jo junior wrestler unke saath parking area mein kafi maarpeet Kari thi.
Aur us maarpeet ki vajah se jab unhein hospital lekar Jaya Gaya to vahan par unki death ho gai . Aur uske bad Sushil Kumar ka kahana hai ki mere in sab mein unka koi involvement nahin Hai. Aur inka ka ab kuchh pata nahin chal raha hai police bhi unhen dhundh rahi hai.
Sushil Kumar
1952 ke bad Summer Olympics ke bad Sushil Kumar was the second person Jo wrestling ke andar hamare liye Olympic medal lekar aaye The. Aur Sagar Dhankar Sushil Kumar ke shishya the. Delhi ‘s Rohini court ne Sunday ko non-bailable warrant issue kar diya Hai two time Olympic medalist Sushil Kumar ke khilaf.
Sagar Dhankar 22 year old former junior National wrestling champion th. Sagar chhatrasal stadium mein training karte The aur inki death 5 May ko Hui .Sushil wrestler ke against FIR darj hai of murder, abduction and criminal conspiracy.
Authorities On Sagar Dhankar Murder Case
Delhi police ne Friday ko Delhi government ko ek letter likha tha ki Sushil Kumar par Agar Is tarah se murder ke charges hai so why he still enjoying the status of officer on special duty (OSD)The wrestling foundation of India (WFI) ne bhi apna concern share kya hai kyunki ye one of the decorated wrestlers of India mein se ek hai.
What is look out notice? | Sushil Kumar
Look out notice ko look out circular bhi kaha jata hai joki immigration official ke liye use Kiya jata hai. Agar koi bhi criminal country chhod kar jaane Ki himmat karta hai to inhe ji Airways ,airports hote Hain vahan par check kiya jata hai. Aur lookout out is tab issue Kiya jata hai jab case bahut hi jyada serious hota hai.
Sushil wrestler ne hum sabhi ko bhot inspire kiya tha . He won 2010 world title , silver medal at the 2012 london olympics and a bronze medal at the 2008 beijing olymics. he also carried Indian flag at the opening ceremony of 2012 london olympics. #sushil kumar
Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin