Online shopping ki demand bahot badhi hai because uspe humare paas choices hai. Hum different variety ke products ek sath ek hi website pe dekh sakte hai. Hum ghar pe online shopping ke dauran apni preference ke according le skte hai. And unki price bi alag alag Shopping websites se compare kr skte hai. Balki ye fayde hume market me ni milta hum ek time pe alag alag jagah se price compare ni kr skte. Even online shopping me hume product reviews milte hai and exciting offers jisse humara interest uski taraf badhta hai.

Ek taraf Online shopping hume market jaane se bachata hai and easily hum ghar pe baithe kuch bi khareed skte hai. Sath hi sath achhe offers and discounts ke sath. Dusri taraf hackers bi logo ko new options ko use kr nishana bna rae hai. That is why online shopping krne ke time kuch baato ka dhyan rakhe.

Tips for Shopping Online

Official website ko preference de

E- commerce websites ke alava, products ko official website pe search kre. Or producer company ke app pe products ki information pe trust kre. Inn jagah pe hi products ko buy kre. Isse apko orginal product bi milega and payment bi safe rahega.

Kuch popular shopping websites hai

  1. Myntra
  2. Amazon
  3. Flipkart
  4. Marks and Spencer
  5. Limeroad
  6. Snapdeal
  7. Ajio

Fake website se rahe safe-

India me 100 se bi jada E-commerce websites chal rai hai. Inme se kuch websites to sbse parichit hai. But kuch sirf logo ko dhokha dene ka kaam kr rai hai. Bahot baar kuch fake websites pe logo ko bhari discounts deke attract krte hai. Order krne pe payment to ho jata hai but samaan pahuchta ni or galat pahuchta hai.

Cash on Delivery is safer mode

Kisi bi tarah ke payment fraud se bachne ke liye Cash on Delivery safe hai. Kisi bi product ke shopping time me apko agar ye option milta hai to COD hi choose kre. Isme product apke paas pahuch jata hai uske baad apko payment Krna hota hai. And even apko product pasand ni aya then aap return krke apne paise vapas easily le skte hai. Isme dhokhe ke chance almost negligible hai.

Great Indian Festival starting from 17 october on Amazon

Save Card detail me “no” tick kre

Internet pe bahot saari shopping websites hai jo ek product alag alag prices me sell krti hai. That is why kisi bi product ki price ko compare kr lene chaiye. And sath hi sath apko products khareedne se pehle uski saari details check kr leni chahiye. Jaise ki originality pta chal sake.

So , online shopping krne ke liye inn tips ko dhyan rakhe. And Dhokha khane se bache.

Price compare Krna

Internet pe bahot saari shopping websites hai jo ek product alag alag prices me sell krti hai. That is why kisi bi product ki price ko compare kr lene chaiye. And sath hi sath apko products khareedne se pehle uski saari details check kr leni chahiye. Jaise ki originality pta chal sake.


Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe. And Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook Instagram Twitter Linkedin

You May Also Like

Tenet | Christopher Nolan Ki ‘Tenet’ Amazon Prime Par Hue Release

John David Washington ke sath dete hue Robert Pattinson aur , Elizabeth Debicki, Dimple Kapadia, Kenneth Branagh, Aaron Taylor Johnson, Michael Caine and Clemence Poesy jaise diggaz milenge movie me.

Kya Is Actor Ko Date Kar Rahi Hain Huma Qureshi? Sonakshi Ki Shadi Ki Tasviron Ne Khola Raaj

Director Mudassar Aziz Se Breakup Ke Baad Huma Qureshi Ka Naam Pichle…

Kamal Hasan Starrer “Indian 2” Ka Dhamakedar Trailer Release, DamdaarAction Se Public Ke Udaye Hosh.

Kamal Hasan Apni Blockbuster Film Indian Ka Sequel Lekar Wapas Maidan Me…

Smriti Irani Birthday Special: Jab Politics Me Aane Ke Baad Gae Tulshi

Film industry me jaane ka sapana har kisi ka hota hai. Koe…