Tokyo Olympics ki baat kare toh India ke khiladi kaafi accha kar rahe hai! Mirabai Chanu ne 49 kg category mein India ko silver medal haasil karaya hai. Aur umedd hai ki baaki players bhi aise hi apne game se India ka naam roshan karte rahe!
The 26-year-old Mirabai Chanu lifted a total of 202kg (87kg+115kg), becoming the second weightlifter after Karnam Malleswari (2000 Sydney Olympics) to win a medal at the Games.
But yeh sab theek hai lekin twitter par India ke log alag Indian players ko support toh kar hi rahe hai par uske saath saath #MemeOlympics bhi trend kar raha hai.
Tokyo Olympics Vs MemeOlympics!
Iss trend ke according netizens ke pass sabke liye medals hai. Fir chahe woh Bollywood actors ho yaa fir politicians ho. TV actors ho yaa fir koi bhi famous personality ho sabko apne apne hissab se medals diye jaa rahee hai!
#MemeOlympics hashtag is currently dominating Twitter trends as netizens, referring to hilarious meme templates, are giving out gold medals for politicians, Bollywood actors and many such personalities.
From Ranveer Singh getting a gold medal for his dressing senses, referring to his recent Gucci photo-shoot se lekar desh ke PM Narendra Modiji tak ko netizens ne nahi choda! Tokyo Olympics aek side aur yaha apna desi meme #memeolympics aek jagah! Iska matalab toh yehi hai ki India mein logo ke pass talent aur time ki kami nahi hai!
Aaiye dekhte hai konsi personality ko sabse zyada medals mile hai…
Here are some of the best ones!
Which Is Your Favorite?
Agar aap bhi aek meme fan ho toh aap yeh trend ignore nahi kar sakte!
Aapko konsa meme sabse zyada pasand aaya? Hume zaruru comment karke bataye! Aur agar koi award reh gaya ho toh woh bhi hume zarur comment karke bataye……
Tokyo Olympics mein toh humare players medals laa hi rahe hai… Par humare desh ke actors politicians aur TV stars ne bhi hume kuch kam entertain nahi kiya iss #MemeOlympics se!
Tokyo Olympics| Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram| Linkedin