How many medals can India win at the Tokyo Olympics?

India abhi rank 41 pe hai hamare pass abhi bas ek silver medal aaya Hai . Agar Ham Olympics Ki baat karen to yeh event shuru hua tha 23rd July 2021 ko and close hoga 8 August 2021 ko. Aur kuchh countries aisi hai jinhone history create Kar Di Hai in Olympics mein Jisme se kuchh example Hai Bermuda and Philippines inhone apna first ever Olympics Mein gold medal jita or Agar Ham baat Karen Turkmenistan ki to usmein bhi apna Ek first medal jita.

Aur abhi bahut se events hone baki bhi hai. Agar Ham India ka past experience dekhe to 2016 ke Olympics mein India Ne Two medals jite th.jisme ki silver medal PV Sindhu ne badminton Mein jita tha aur bronze medal Sakshi Malik ne wrestling mein.

Tokyo 2020 chief Muto doesn't rule out cancelling Games | Reuters

Gracenote | Tokyo Olympics

World ki leading data and technology company hak gracenote jusne unhone kaha hai ki Olympics mein India 19 medals jitega jeenme se four gold medal honge. Aur ine ke hisab se number one par rahane wala hai USA uske baad Russia , China , Japan, Britain, etherland France, Italy, Australia, Germany, Hungary Brazil, Spain ,Ukraine, Canada, Korea ,Turkey ,India, Poland ,New Zealand…

Why there is hope this could be India's best Olympics - Times of India

Shooting | Tokyo Olympics

Agar Ham shooting ki baat karein to Grace note ka kahana hai ki India ismein total 8 medals Jeet sakta hai jismein se four golds, four silver and two bronze medal honge. Gold medal Elavenil valaribian jeet sakte hai women mein Manu Bhaskar / Saurabh Chaudhary bhi jeet skte hai. Lekin Manu Bhaskar and Jaspal Rana Ek dusre ke sath Kaam nahin kar Paye yebhi kahana Hai NRAI chief Raninder Singh ka.

Tokyo Olympics 2020: India's biggest medal prospects in shooting events |  Part 2

Wrestling | Tokyo Olympics

Agar Ham baat karai wrestling ki to gracenote ka kahana hai ki India ismein 3 medal jeet sakta hai Jin main se two golds and one bronze ho skta hai. Aur gold medal jitne ko aashanka batai jaa rahi hai ki Bajrang Punia men Mein freestyle wrestling 65 kg category aur women mein se Vinesh Phogat in women’s freestyle wrestling 53 kg category.

Indian wrestlers aiming for four medals in Tokyo Olympics, says WFI  president Brij Bhushan Sharan | More sports News - Times of India

Weightlifting | Tokyo Olympics

Agar Ham weightlifting Ki baat karen to gracenote Ne prediction ki thi ki ek silver medal aaega. Tu yeh prediction To sach ho chuki hai MiraBai chanu silver medal laa chuki hai hamare liye.

Tokyo Olympics 2021: Mirabai Chanu opens India medal tally at Tokyo Olympics

Boxing | Tokyo Olympics

Boxing ki baat ki jaaye to Grace note ka kehana hai ki India ismein 5 medals jeer sakta hai jinmen se 3 silver and 2 bronze medal honge silver medal for Amit panghal and Mary Kom in men’s and women’s flyweight and lovlina borgohain in women’s welterweight.
Bronze medals for Manish kaushik in men lightweight . # Tokyo Olympics

Tokyo Olympics: Mary Kom forever - Ex athletes react after India boxing  great loses round of 16 bout - Sports News

Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin

You May Also Like

Tenet | Christopher Nolan Ki ‘Tenet’ Amazon Prime Par Hue Release

John David Washington ke sath dete hue Robert Pattinson aur , Elizabeth Debicki, Dimple Kapadia, Kenneth Branagh, Aaron Taylor Johnson, Michael Caine and Clemence Poesy jaise diggaz milenge movie me.

Kya Is Actor Ko Date Kar Rahi Hain Huma Qureshi? Sonakshi Ki Shadi Ki Tasviron Ne Khola Raaj

Director Mudassar Aziz Se Breakup Ke Baad Huma Qureshi Ka Naam Pichle…

Kamal Hasan Starrer “Indian 2” Ka Dhamakedar Trailer Release, DamdaarAction Se Public Ke Udaye Hosh.

Kamal Hasan Apni Blockbuster Film Indian Ka Sequel Lekar Wapas Maidan Me…

Smriti Irani Birthday Special: Jab Politics Me Aane Ke Baad Gae Tulshi

Film industry me jaane ka sapana har kisi ka hota hai. Koe…