UEFA Champions League, UCL ke naam se bhi aap log jante hai. Pahele ke zamane mein yani 1955 mein ‘Coupes Des Clubs Championships’ (commonly known as European Cup) ke naam se start kiya cup, aaj duniya ki most prestigious cups mein se aek hai.
Champions league end of june mein start hota hai. League ka winner automatically UEFA Super Cup and Fifa Club World cup ke liye qualify ho jate hai. But 2020 mein Covid-19 pandemic ke wajah se UEFA traditional schedule mein matches conduct nahi kar paye. Aur quarter final and the semi final ko single knockout matchki tarah Lisbon Portugal mein khela gaya tha.
UEFA Champions League mein agar koi team 3 years in a row ya fir overall 5 times jeeti hai toh fir Champions League ka original trophy uss club ko diya jata hai. Baki clubs ko original trophy ka replica diya jata hai.
1,71,94,05,000 Rs haa aapne sahi padha yehi UEFA Champions League jeetne wali club ka official prize money hai. Real Madrid jo aek spanish club hai unhone abhi tak UEFA Champions League ko 13 times jeeta hai joki ab tak ka maximum number hai.
Road To Finals In Istanbul!
Baat kiya jaay 2021 season ki toh league abhi semi-final stage par hai. 4 teams ne semi final tak ka rasta bana liya hai.
- Real Madrid
- Chelsea
- Manchester City
- Paris Saint German (PSG)
Two teams out of the 4 teams i.e Chelsea and Manchester City, English Premier League se belong karte hai. Real madrid is a spanish team and Paris Saint German is a french team.
Semi finals 2 legs mein kheli jayegi. Which means one match will be played on each teams home ground.
The Fantastic Four Of Uefa Champions League.
Real Madrid is headed by Sergio Ramos and manager Zinedine Zidane. Marquinhos hai Paris Saint German ke captain aur Mauricio Pochettino hai PSG ke coach.
English giant club Chelsea jisne 2012 mein last UEFA Champions League jeeta tha unko head karenge Cesar Azpilcueta aur former Chelsea player jo ab team ko club ko coach karte hai Frank Lampard.
UEFA Champions League ke dono semi finals Leg 1 28th and 29th april ko khela jayega.
UEFA Champions League | Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin