Vaccine Hesitancy In India: India mein 29 crore doses de diye gaye hain . Aur 5.13 crore people fully vaccinated ho chuke hai . 3.8% people fully vaccinated ho chuke hai india mein. India mein aakhirkar vaccination rate itne dheere kyon chal raha hai.Chaliye Ab kiske kuchh reasons bhi Jaan lete Hain

Coronavirus vaccine news: Why would you not want to take a Covid vaccine? -  Times of India

1) Vaccine Shortage | Vaccine Hesitancy In India

Abhi hamare yahan sirf two vaccine hai Covishield and covaxine. Abhi Aur bhi vaccines aane wali Hai Lekin abhi ke liye Ham sirf in donon par he depend Hain.

2)Vaccine wastage| Vaccine Hesitancy In India

Covid-19 vaccine wastage rate 37% hai kuch States Mein to. Vaccine ko store karne ke liye cold storage ki jarurat hoti hai. Agar Ham rural areas ki baat kare to vahan par 50% of the population rahti hai . Vahan per jaane ke liye hamare pass secondary health centre, primary Health centres, tertiary health centres honi chahie.

Chart: Vaccine Hesitancy Falls | Statista

Ab ye question aata hai kya in centres par cold storage ki facility available hai? Ek question ye hai ki agar use cold storage unit mein se vaccine ko open Kiya Gaya to vah kitni der tak usable hai. Covid-19 vaccine ko 4- 6 hours Tak use Kiya ja sakta hai. Agar aisa nahin kiya Gaya to is time limit ke bad vah waste Ho jaati Hai.

Vaccine Hesitancy In India . Abhi wastage hon hi kyon rahi hai? Iska main reason hai vaccine hesitancy. Isi vaccine hesitancy Ke Karan bhot log vaccine lagwana nahin chahte jiski Karan wo waste jaati Hai.

Forget herd immunity targets for Covid-19 vaccines: Variants have queered  the pitch, target universal vaccination - The Financial Express

3)Vaccine hesitancy | Vaccine Hesitancy In India

Vaccine hesitancy ka sabse bada Karan hai fake news and mis information. Hamen social media platforms for like Facebook ,Twitter ,WhatsApp har jgah Hamein mis information dekhne ko milti hai related to vaccination. Kuchh misinformation ka yah bhi kahana hai ki vaccine Lene se sterility badh jaati Hai jiske Karan male population mein hesitancy hoti hai vaccination ke against. #Vaccine Hesitancy In India

India should build COVID-19 vaccine confidence, identify 'hesitancy  hotspots': immunisation expert Heidi J. Larson - The Hindu

Koi kahta Hai Ki menstruation ke samay vaccine nahin leni chahie. Jis Karan women vaccination Lene nahin jaati and wo hesitate karti hai. Koi kehta Hai Ki Covishield acchi hai to koi kahta Hai covaxine.

Koi kahta Hai Ki vaccine Lene par bahut sare Side effects Ho jaate Hain. Koi kehta Hai blood clot ho raha hai to koi kuchh. Fake news continuously spread hoti ja rahi hai jis Karan logon mein hesitancy bhi paida ho rahi hai. Logon ke andar dar aa raha hai vaccination Lene se.#Vaccine Hesitancy In India

No vaccine hesitancy in India: Survey - The Statesman

Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin

You May Also Like

Tenet | Christopher Nolan Ki ‘Tenet’ Amazon Prime Par Hue Release

John David Washington ke sath dete hue Robert Pattinson aur , Elizabeth Debicki, Dimple Kapadia, Kenneth Branagh, Aaron Taylor Johnson, Michael Caine and Clemence Poesy jaise diggaz milenge movie me.

Kya Is Actor Ko Date Kar Rahi Hain Huma Qureshi? Sonakshi Ki Shadi Ki Tasviron Ne Khola Raaj

Director Mudassar Aziz Se Breakup Ke Baad Huma Qureshi Ka Naam Pichle…

Smriti Irani Birthday Special: Jab Politics Me Aane Ke Baad Gae Tulshi

Film industry me jaane ka sapana har kisi ka hota hai. Koe…

Kamal Hasan Starrer “Indian 2” Ka Dhamakedar Trailer Release, DamdaarAction Se Public Ke Udaye Hosh.

Kamal Hasan Apni Blockbuster Film Indian Ka Sequel Lekar Wapas Maidan Me…