India me abhi bhi WhatsApp ka use badi sankhya me log karte hai aur yah messaging and video or voice calls ke liye yah app hai. However, kuch aaise bhi log hai jo ek phone par do alag alag WhatsApp account use karna chahte hai, lekin aaisa nahi kar paate hai. Furthermore, jin logon ke paas dual sim phone hai, unhe whatsaap ko use karne ke liye ek hi number choose karna hoga ku ki do phone no. se ek account hone ka koi option nahi hai.
Join Prime and get Rs.500 cashback and watch your favourite shows on Amazon
However, agar users alag devices ke beech apne WhatsApp account ko frequently switch karne ki kosisi karte hai, then their mobile number may be blocked from re-verifying the account. However, isiliye yadi aap baar-baar different devices and numbers switch nahi kar sakte hai, then how can you use two different WhatsApp accounts on a single phone?
Join Prime and get Rs.500 cashback and watch your favourite shows on Amazon
Ek device par 2 WhatsApp apps use karne ka ek aasaan tarika hai aur iske liye aapko bas kuch simple steps ko follow karna hoga. Firthermore, in dinon bahut saare phone ek parallel app ka feature deta hai. Jo aap uss feature ka use kar ke duplicate app bana sakte hai. Moreover, sabhi smartphone me same feature hota hai, lekin alag naam ke saath. Read on to know more about this.
Join Prime and get Rs.500 cashback and watch your favourite shows on Amazon
Smartphones that offer parallel app-like feature
Samsung phones: Dual Messenger
Xiaomi: Dual Apps
Realme: Clone Apps
OnePlus: Parallel Apps
Oppo: Clone Apps
Vivo: App Clone
Asus: Twin Apps
Also Read: Jawans Ne ‘pawri ho rahi hai’ challenge Ko Join Kiya aur Log Isse Bahot Pasand Kar Rahe Hai!
Yahi aap iss brands me se kisi ek phone ka use kar rhe hai toh aapko mentioned name me duplicate app ka features milega ku ki sabhi company me ek hi feature ke liye alag level hota hai. Iss Features ka use karne ke liye aap kisi bhi supported-apps ka duplicate app bana sakte hai. Furthermore aur unhe ek hi phone par alag alag accounts ke saath use kar sakte hai. Now, let’s take a look at how you can enable it.
Join Prime and get Rs.500 cashback and watch your favourite shows on Amazon
How to use dual WhatsApp apps on one phone?
Step 1: Apne phone ke setting section me jaaye.
Step 2: Jaise maan le ham One plus phone ka use kar rahe hai, hamne search bar me “Parallel Apps” type kiya.
Step 3: Ek baar jab aap setting me features dhudh lete hai. Then, uss par tap karen aur fir aapka device unn apps ko display karega jo parallel app feature ko support karta hai.
Step 4: WhatsApp par tap karein aur phir aapke phone par ek duplicate WhatsApp ban jaega. Fir aap sign in or sign up kar sakte hai.
Join Prime and get Rs.500 cashback and watch your favourite shows on Amazon
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin | Pinterest par