WhatsApp banned 2 million Indian accounts which abused bulk automated messaging feature
What Whatsapp said in its report?
Whatsapp ka kehna hai ki wo primarily focus kar rahe hai prevention par kyonki unka maanna hai ki kisi bhi harmful activitiy ko hone se pehle hi detect karlena . Kyonki harmful activitiy hone ke baad detect karne ka koi fayda nhi hota . Ye sab whatsapp ne apni report mein kaha hai in accordance with Rule4(1)(d) of Information Technology (Intermediary Guidelines and Digital Media Ethics Codes) Rules , 2021 .
What has happened?
WhatsApp ne 2 billion Indian users ke account ban kiye hai between May 15 and June 15 . Majority accounts ban hue hai due to unauthorised use of automated or bulk messaging ke karan aur kuch spamming users ki wjah se . Aur ye sab whatsapp ne apni first report mein kaha hai by new it rules . Ye sirf bharat mein hi nhi hua . Agar overall baat karein to har mahine whatsapp 8 million accounts ko ban karta hai globally. #WhatsApp banned 2 million Indian accounts which abused bulk automated messaging feature
What Whatsapp said in its report?
Abuse detection ke liye Whatsapp three stages apnata hai lifestyle mein ;
Sabse pehle registeration process ko dekha jaata hai aur uske baad messaging dekha jaata hai . Like agar aapko koi abusive message bhejta hai to app features provide karta hai ki hum use report and block kar sake . Whatsapp ne pehli baar itna bada kadam uthaya hai . is step ko dekhte hue lagta hai ki indian government and app ke beech mein jo fight chal rahi thi itne dino se wo shaant ho gayi hain .
Aur fir app us message ko kholne ki koshish karta hai ki koi glt cheezien to nhin hai aur uske baad us account ko ban kar diya jaata hai . WhatsApp ka kehna hai ki unke paas ek team of analyst hai jo is poore system mein evaluate and improve karte hai time to time .
Company ko 345 grievances mile hai between May 15 and June 15 . Jisme se app ne 63 accounts par action lia hai . India largest Market Hai in terms of user for App with over 530 million users use karte hain Whatsapp ko Apne smartphones mein.
Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | linkedin