Jhanvi Kapoor starer movie Gunjan Saxena: The Kargil Girl Netflix pe hogi release. Corona ko dekhte hue Filmmakers ne 8 June 2020 ( Mangalwar ) ko kiya announcement. However, corona ko dekhte hue kae Filmmakers ne apni apni filmo ko theatre se hata kar OTT platform pe release karne ka faisala kiya. Jald hi Ayushman Khurana and Amitabh Bachchan starer “Gulabo-Sitabo” Aap Sabhi Ko Amazon Prime Video pe dekhne ko milegi. Jiski announcement abhi kuch hi dino pehle ki gae thi corona ko hi dekhte hue.
‘Gulabo-Sitabo’ ke baad ab ‘Gunjan Saxena: the kargil girl’ ke Filmmakers ne bhi kar diya ailan OTT platform par release karne ka. However, abhi release date final nhi hue hai bus Filmmakers ne Netflix pe release hone ki confirmation di hai.
Her inspirational journey made history. This is her story.
— Karan Johar (@karanjohar) June 9, 2020
Gunjan Saxena – #TheKargilGirl, coming soon on Netflix. #GunjanSaxenaOnNetflix @DharmaMovies @ZeeStudios_ @apoorvamehta18 #Janhvi @TripathiiPankaj @Imangadbedi @ItsViineetKumar #ManavVij @sharansharma pic.twitter.com/RrDQaYWp9R
Gunjan Saxena: The Kargil Girl movie Netflix pe release ho rahi hai iski announcement video ke through ki gae hai. Is video me real Gunjan Saxena ki pictures and unki life se related inspiring aspects ko dikhaya gaya. Jiska narration reel Gunjan Saxena yaani ki Jhanvi Kapoor ne ki hai. Jisme vo kahti hai, “Gunjan Saxena… Lucknow shahar ki choti si ladki, jiska ek bahut bada sapna tha, badi hokar pilot banne ka sapna. Lekin jo duniya sochti yeh sochti thi jo ladkiyan gadiyan nahi chala paati, kya vo Gunjan ko plane udaane deti…”
Kya Hai Start Cast Gunjan Saxena Ki
Gunjan Saxena: The Kargil Girl Fighter plane pilot Gunjan Saxena ki biopic hai. Jisme Gunjan ka role Jhanvi Kapoor play kar rahi hai. Jhanvi ke alawa movie me Pankaj Tripathi (Mirzapur) Gunjan ke father band hai. Angad bedi Gunjan ke bhai ka role play kar rahe hai. Inke alawa Manav Vij and Ayesha Raza bhi kafi important roles play kar rahe hai.
‘Gunjan Saxena: the kargil girl’ ko Sharan Sharma ne direct kiya. Sharan Sharma ‘Lust Stories’ ke associate director bhi the. As a director ye unki first film bhi hai. Dharma Productions jo ki Karan Johar ki Home Production hai, vo and Zee Studios ke banner tale hi is film ko banya gaya hai.
Amazon Prime Video Pe Ho Rahi Hai Release:
However, corona virus ke chalte kae months se theaters pe tala laga hua hai. And jiska result bollywood ko heavy Loss ke taur pe mila. Kae mega stars and big budget movies bhi theater band hone ke chalte release nahi ho pa rahi. Jiske chalte filmmakers ko OTT platforms ki taraf rukh karna pad raha hai. Haal hi me announced Ayushman Khurana and Amitabh Bachchan starer Gulabo-Sitabo ko 12 June ko Amazon Ke OTT platform pe release kiya ja raha hai.
OTT Platform Kae Filmo Ka Last Option
Iske alawa bollywood ke khiladi kumar Akshay Kumar ki Upcoming Horror-Comedy film ‘Laxmmi Bomb’ ke release date ka intezar kiya ja raha hai. Bollywood ki ab tak ki sabse mehnge digital rights isi movie ke bike hai. ab chuki theaters band chal rahe hai aise me Filmmakers ke pass last option kar de kisi OTT platform par.
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe. And Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin