National Simplicity Day har saal 12 July ko celebrate kiya jata hai. In the Honour of the Life, Work and Philosophies of Poet, Author and Leading Transcendentalist “Henry David Thoreau”. Thoreau (12 July 1817)was an Advocate of living a simple life and unhone iss subject ke around kaafi books likhi hai. Unki most popular book “Walden” Natural Surroundings me simple living ka hi reflection hai.
Simplicity Day Celebrate Karne Ka Mahatv
Aaj ke daur me Hamari Duniya mobile phone, laptop aur other modern-day gadgets se surrounded hai. Isiliye National Simplicity Day 12 July ke time aur age me kaafi importance rakhta hai. Jaise ki hum apni fast-paced life me true piece ka experience karne ke liye zyada time nahi de paate hai. This Day gives us chance ki hum ek din ke liye gadgets ko shun out kare and for a moment ke liye apni truly being feelings ko enjoy kare.
Kaise Celebrate Kare Simplicity Day?
Read Walden jisme Henry David Thoreau 2 saal ke liye jungle ke ek cabin me moved out kar gaye the, far away from society. Walden me uss time ke apne reflection ko likhne ke liye. So, there can’t be a better day jab hum unke birthday par hi unki book ko Pick-up kare aur read kare.
Aaj Ke Din Devices Se Duri Banaye.
It might be difficult ki hum apne work emails, posting on social media account and apne favorite shows ko catch out kiye bina din guzaare. But koshish kare apne laptop and mobile phones ko unplug karne ki for a day. Iske results aapko surprise kar sakte hai. As the Simplicity Day life ki complications ko dur karne ke liye encourage karta hai. To keep things simple hume technology se kuch time ke liye distance manage karna chahiye.
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin par