# Venkaiah Naidu’s “Blue Tick”. Twitter Ne recently blue badge hata diya hai humare india ke vice President ke twitter account se jinke over 13 lakh followers hai.Ab blue badge isiliye lgaya jaata hai taki indicate ho sake ki ye real person ka account hai.
Like famous ke name se koi account open kar sakta hai koi bhi apna naam Venkaiah Naidu rakh sakta hai lekin real naidu wo hai jinke name ke baad blue badge hota hai.Blue tick means verified account and iska bhi poora process hota hai. # Venkaiah Naidu’s “Blue Tick”
Venkaiah Naidu ji | Venkaiah Naidu’s “Blue Tick”
Venkaiah Naidu ji ke two accounts hai ek to vice president of india ke naam se jispar abhi blue tick lga hua hai and inka ek doosra account hai personal M Venkaiah Naidu uspar bhi ek blue tha jisko twitter ne remove kar diya hai.Aur ye sab kuch humare vice president ke saath kiya gaya hai.
Verified Badge | Venkaiah Naidu’s “Blue Tick”
Ekdum se inka verified badge le liya gaya bina koi reason diye jo ki bhot disrespectful hai.
Twitter Ne step kyon liya???Kuch ye maan rahe hai naidu ka account bhot time se inactive raha hai and last time inhone July 2020 ke aaspaas tweet ki thi. Aur agar twitter ki guidelines ko dekha jaye to usme kahan hai ki “Verified accounts logged into the account in the last 6 months’.
Jack Dorcey | Venkaiah Naidu’s “Blue Tick”
Agar ye reason hota bhi to vice president ka badge remove karne se pehle government se communication to hota .But aisa nhi kiya gaya .Twitter Ne kuch time pehle jaamu and Kashmir ke jo lieutenant governor Manoj Sinha hai unka account bhi suspend jar diya tha .Aur reason diya tha ki inhone platforms ke rules violate kar diye th aur ye ache se btaya bhi nhi gaya ki ye aisa kyu n gaya gya hai ache se. #Venkaiah Naidu’s “Blue Tick”
Agar Ham November 2020 ki baat kare to Twitter Ne union Home minister Amit Shah Ka bhi account lock kar diya tha .Aur reason diya ki Amit Shah ki display photo par copyright claim aaya Hai. Aur uske bad is account ko dobara re store Kiya gaya tha.Twitter ke CEO jack dorcey inhone khud hi admit kiya hai ki inki thought process thodi left leaning hai.# Venkaiah Naidu’s “Blue Tick
Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin