in

Actor Hrithik Roshan Ki 20 Years Ki Bollywood Journey Kaisi Rahi?

Dancing sensation and Actor Hrithik Roshan ne bollywood me 20 years complete kiye. Moreover, Actor ne outstanding acting and awesome dancing se industry me apni special place banayi hai. ‘Kaho Naa… Pyar Hai’ movie se Hrithik ne bollywood me debut kiya tha. And January 14, 2000 me release hui thi ye romantic thriller movie.

Bollywood Career
Acting Career Check out amazing deals at Amazon.

Early Life

Hrithik Roshan ka birth Bombay me 10 January 1974 ko bollywood ke prominent family me hua tha. Moreover inke father Rakesh Roshan and mother Pinky hai. Father Rakesh Roshan famous film director hai hai mother Pinky famous producer and director J. Om Prakash ki beti hai. Even so Hrithik ke Uncle Rajesh Roshan music composer hai. And Actor Hrithik ki older sister Sunaina hai. Actor Hrithik ke bollywood career choose karne me unke family ka big role hai. Furthermore, On 20 December 2000, Hrithik ne Sussanne Khan se shadi ki. And couple ko two sons, Hrehaan (born in 2006) and Hridhaan (born in 2008) hai. But November 2014 me dono ka divorce ho gaya.

Shop for Pocket friendly styles on up to 60% off at Amazon.

Bollywood Career Starting

Firstly Hrithik ka debut Shekhar Kapoor ke movie ‘Tara Rum Pum Pum’ se hone vali thi. But Hrithik ne apne father ke romantic drama movie ‘Kaho Naa… Pyar Hai’ se ki. Actor Hrithik Roshan ke debut movie me dances, emotes and fights me ease and style ke sath performance diya. And first movie se hi achi fan following bana kar star ban gaye. Hrithik Roshan ne Filmfare Awards, IIFA Awards, and Zee Cine Awards me movie ke liye Best Male Debut and Best Actor Awards mila. After that 2001 me ‘Yaadein’ and ‘Kabhi Khushi Kabhi Gham’ me Hrithik ne Acting ki.

Furthermore, In 2002 kuch movies ke unsuccess se Hrithik ke acting career near to end aa gayi. And vo movies, ‘Aap Mujhe Achche Lagne Lage’, ‘Na Tum Jano Na Hum’, ‘Mujhse Dosti Karoge!’, and ‘Main Prem Ki Diwani Hu’ hai. But in movies se Actor Hrithik Roshan ke bollywood career ko judge nhi kiya sakta.

Check out offers of bestselling home and kitchen products at Amazon.

Career Ki Turning Point

After so many Failure, Hrithik ne 2003 me apne father ki directed and produced movie ‘Koi… Mil Gaya’ me acting ki. And ye movie actor ke liye career me turning point prove hua. As is movie se Hrithik ko Filmfare Awards for Best Actor and Best Actor (Critics) mila. After that Actor Hrithik ki back to back superhit movies se acting career me turning point aane laga. Moreover movies like, Lakshya, Kargil War, Main Aisa Kyu Hoon, Krrish, Dhoom 2, Jodhaa Akbar, etc acting career me char chand laga diye. Actor Hrithik ke bollywood career me kai up and down aaye. Additionally, movies like, Guzaarish, Zindagi Na Milegi Dobara, Agneepath, Krrish 3, Bang Bang, War, etc me acting se best actor ke category me shamil hue.

50-70% off on fashion clearance sale at Amazon.

Interesting Facts On Hrithik Roshan

  1. Hrithik ka official surname Roshan nhi Nagrath hai.
  2. Actor Hrithik ko first pay Rs.100 unke grandfather J Om Prakash se mili thi. Moreover, 1980 melodrama Aasha movie me small role ke liye mili thi.
  3. Hrithik Bombay Scottish School ke alumni hai. And is school me celebrities like Aamir Khan, John Abraham, Ranbir Kapoor, Abhishek Bachchan, Aditya Chopra and Ekta Kapoor too alumni rah chuke hai.
  4. Hrithik previous to acting career apne father Rakesh Roshan ko films Khel & Koyla me assist kiya the.
  5. Bollywood career me Superstar Rajinikanth ke sath film Bhagwaan Dada 1986 too me acting kar chuke hai.
  6. Even so jab assistance directing kar rahe the to floor sweeping and tea serving jaise work bhi kar chuke hai.
  7. Actor ko childhood me Stammering problem se suffer kar chuke hai. And for this, speech therapy ki help se vo thik ho gaye.
  8. Book “How to Stop Smoking” read karne ke baad Actor Hrithik ne smoking chhod diya.
  9. Hrithik ne bollywood career me 245 Nominations me se 200 Awards won kiye.

Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend and give your feedback.

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho to apne views hame Comment Box Me Likhe. Aur Apne friends ke saath share kare. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook Instagram Twitter Linkedin Pinterest par

What do you think?

Written by Ratnakar Upadhayay

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

Top Richest NRI’s List in 2020 by IIFL

Tom And Jerry Film Trailer Out: Cat And Mouse Game To The Big Screen