US Jury ne kaha hai ki Apple ko $308.5 million pay karna padega patent infringement karne ke liye.
PMC, ek licensing firm ne Apple ko sue kiya tha 2015 me kehte hue ki the tech giant’s iTune service ne seven patents ko copy kiya hai.
Texas ki federal Jury ne kaha hai ki Apple Inc ko pay karna padega $308.5 million to Personalised Media Communications LLC (PMC) for infringing a patent jo ki associated tha digital rights management me.
Jurors ne Friday me Apple ko direct kiya to pay a running loyalty to PMC, jo ki generally based hota hai amount of sales of a product or service.
Apple Actions On This Case
Apple ne kaha ki ye disapointing tha jo verdict and pannel ne appeal kiya.
Apple ne succesfully chalange kiya tha PMC’s case ko at the U.S. Patent office, lekin ek appleals court ne march me last year reverse kar diya ye decision jo ki sidha trial ke taraf lee gaya.
Also read:-Samsung Ne India Me A72 Orr A52 Kiya Launch- 3000Rs Tak Ke Cashback Offers
Apple Statement On This Case
Aise cases laye jatey hai unn companies se jo naa ki koi product banatey hai na ki sell karte hai, directly customers ko harm karte hai.
Also read:-Zomato Stock Market Me Utarne Ko Ready
Other Cases Of PMC
Sugarland, Texas- based PMC ne bohot sare aise hi case kare hua hai jo ki pending hai companies including Netflix Inc, Alphabet Inc’s Google and Amazon.com Inc, Apple .
Also read:-Dixon Technologies 14% Se Grow Kar Raha Hai ,Ex-Stocks Split Karne Se
Ab Rv Talks telegram par available hai to turant hi hamare telegram channel ko join kariye so that koe bhi update miss na ho. Aap hamse hamare social media channels par bhi connect ho sakte hai. Facebook | Twitter | Instagram | Linkedin