#Aspergillosis Fungal Infection , Agar hamari body Mein koi bhi infection ho jata hai to doctors hamein antibiotics recommend karte Hain . In antibiotics ko banne Mein 10 to 20 years Tak ka time lag jata hai.Agar kisi new antibiotic ko banana ho.

Aspergillosis fungal infection​: After black fungus, white fungus and  yellow fungus, cases of aspergillosis, a new fungal infection reported

Working Of Antibiotics | Aspergillosis Fungal Infection

Hum is cycle ko samajhte hai Sabse pahle hamari body me non -resistance bacteria aaya and then wo apne aap ko multiply Karta Gaya aur hum ill ho jaate hai Jaise hi ham antibiotic lete hai woh bacteria mar jaata hai and the person is healthy again. But jab bhi bacterias antibiotics ke contact Mein aate Hain to sare bacteria nahin marte Hain kuchh bacteria Tab bhi reh jaatein Hain.#Aspergillosis Fungal Infection

Aspergillosis Treatment

Drug Resistant Bacteria | Aspergillosis Fungal Infection

Aur jo bacterias Reh jaate Hain wo apna khud ka hi Ek resistance produce kar lete hain. Health experts ko fear hai ki dheere dheere antibiotics ka use humans and animals mein badhta jaa raha hai jiske Karan ham kahin Aisa bacteria na banaa le Jo jitni bhi antibiotics available hai world mein un sabke against resistance ho. Yani un bacterias ke upar koi bhi fark na pade antibiotics ka.#Aspergillosis Fungal Infection

Nasal aspergillosis: Another fungal infection on the rise in Vadodara |  Cities News,The Indian Express

Worst Situation | Aspergillosis Fungal Infection

Agar ham baat Karen un bacteria ki jinke upar antibiotics ka koi bhi asar nahin ho raha ho to wo multiply hota rahega and jo person hai vo bimar hi rahega. Or jaise ki hamein pata hi hai ki antibiotics ko banne Mein 10 se 20 years ka time lagta hai .

Aur is time poore world main sirf two to three hi antibiotics present hai jo bacteria ko rokne Mein kaam karte Hain. Agar aisa koi naya bacteria aa jaata Hai to uska resistance develop karne mein bahut jyada time lagega.#Aspergillosis Fungal Infection

COVID-19: Mumbai experiences aspergillosis circumstances; Here's the whole  lot to find out about fungal an infection

Fungal Infection Cases | Aspergillosis Fungal Infection

Maharashtra and Gujarat mein more than 11,000 cases aaye hai black fungus ke. And Gujarat Mein eight new cases bhi aaye hai have aspergillosis ke jo ki ek fungal infection hai and black fungus ki trah aspergillus infection bhi unhi mein jyadatar dekhne Ko Mila Hai Jo recently covid-19 se recover hue hai.

Mainly jitni bhi fungal infection Hain ye jyaadatr hamare lungs ko affect kar rahe hain. Or ye disease sabse jyada unko aafect Karti Hai Jinka immune system weak hota hai ya fir unhein pahle se koi lung disease ho. #Aspergillosis Fungal Infection

How Do You Know If You Have A Respiratory Fungal Infection

Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin

You May Also Like

Tenet | Christopher Nolan Ki ‘Tenet’ Amazon Prime Par Hue Release

John David Washington ke sath dete hue Robert Pattinson aur , Elizabeth Debicki, Dimple Kapadia, Kenneth Branagh, Aaron Taylor Johnson, Michael Caine and Clemence Poesy jaise diggaz milenge movie me.

Kya Is Actor Ko Date Kar Rahi Hain Huma Qureshi? Sonakshi Ki Shadi Ki Tasviron Ne Khola Raaj

Director Mudassar Aziz Se Breakup Ke Baad Huma Qureshi Ka Naam Pichle…

Kamal Hasan Starrer “Indian 2” Ka Dhamakedar Trailer Release, DamdaarAction Se Public Ke Udaye Hosh.

Kamal Hasan Apni Blockbuster Film Indian Ka Sequel Lekar Wapas Maidan Me…

Smriti Irani Birthday Special: Jab Politics Me Aane Ke Baad Gae Tulshi

Film industry me jaane ka sapana har kisi ka hota hai. Koe…