Banarasi Saree Ka Origin Kab And Kaha Hui?

Mughal period me banarasi saree logo me popular hui. When Muslim karigar and shilpkar ne Banaras ko apne workplace ki tarah choose kiya. Banaras me hi reshami banarasi saree ki bunai start hui and saree ka design Mughal designs se inspired hai. Following designs like motifs, kalga and bel, jhalar, etc jo outer border pr ki jati hai. After all ye Persian motifs se inspired hai. Floral motifs and floriage motifs also Persia se inspired hai. Mughal emperor Akbar period me Persian motifs ki popularity increase hui.

Shop Fashionable Clothes at Amazon.

Banarasi Saree
Beautiful Art

Kya Hai Banarasi Saree Ki GI Rights?

Geographical Identification(GI) Rights means vo laws jo particular products sirf usi region me banai jainge. Whereas in simple language, koi aur state other than 6 identified districts of Uttar Pradesh is saree ko nhi banainge. Varanasi, Chandauli, Bhadohi, Jaunpur, and Azamgarh districts ke pas is art ke legal rights hai.

Indian Festive sale is coming on Amazon.

Importance In Indian Culture As Symbol –

India me banarasi saree many years se traditional fashion ka part raha hai. Also Indian women bht hi proudly is saree ko wear karti hai. Indian marriage me iska importance increase hota hai. Above all, if new fashion trend ki baat kare to popularity kuch kam hui hai. But kuch fashion designers ne banarasi saree ko new look me present kiya hai. Whereas if aaj ki brides again inpr invest karna shuru kr diya hai.

Kitne Variety Me Available Hai?

Large varieties and range me banarasi saree available hai. Moreover, Ranging from pure silk to Georgette, me available hai. Pure silk ko Katan kahte hi. Where as, organza ko zari and silk, Georgette and shattir se banate hai. Variety me Jangla, Tanchoi, Vaskat, Cut-work, Tissue and Butidar designs include hai. Butidar design Banaras ke bunai ki specialty hai.

Exclusive women fashion on Amazon.

Significance In Gharanas

In addition to music banarasi saree too included hai gharanas me. Each Gharana me khud ke bunai ki specialty hoti hai. North Varanasi me Mauval gharana jo Shikargarh designs ke liye famous hai. Especially konia and ari jhari designs famous hai. Central southern parts Banaraswal Gharana famous hai  open to design experimentation and has a pan-India Trade. Gold and silver thread ki bunai Ganga and Yamuna sabhyata ko represent karta hai.


Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho to apne views hame Comment Box Me Likhe. Apne friends ke saath share kare. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare  Facebook Instagram Twitter Linkedin  | Pinterest par

You May Also Like

Tenet | Christopher Nolan Ki ‘Tenet’ Amazon Prime Par Hue Release

John David Washington ke sath dete hue Robert Pattinson aur , Elizabeth Debicki, Dimple Kapadia, Kenneth Branagh, Aaron Taylor Johnson, Michael Caine and Clemence Poesy jaise diggaz milenge movie me.

Kya Is Actor Ko Date Kar Rahi Hain Huma Qureshi? Sonakshi Ki Shadi Ki Tasviron Ne Khola Raaj

Director Mudassar Aziz Se Breakup Ke Baad Huma Qureshi Ka Naam Pichle…

Kamal Hasan Starrer “Indian 2” Ka Dhamakedar Trailer Release, DamdaarAction Se Public Ke Udaye Hosh.

Kamal Hasan Apni Blockbuster Film Indian Ka Sequel Lekar Wapas Maidan Me…

Smriti Irani Birthday Special: Jab Politics Me Aane Ke Baad Gae Tulshi

Film industry me jaane ka sapana har kisi ka hota hai. Koe…