in

AngryAngry

Bhupesh Baghel : Kya Vaccination Mein Bhi Reservation

Humne reservation ke bare mein suna hai chahe education hun ya fir jobs ho ya chahe politics. To aapko kya hai lagta hai ki kya vaccination mein bhi reservation hona chahie??
Chhattisgarh ke chief minister Bhupesh baghel ne prime minister ko ek letter likha hai aur unhone us letter mein likha hai ki jo social weaker sections Hai unhen vaccination main priority Deni chahie.

Chhattisgarh News | CM Bhupesh's letter to PM Modi, wrote- 'Take concrete  measures before opening interstate traffic' | सीएम भूपेश का पीएम मोदी को  पत्र, लिखा- 'इंटरस्टेट ट्रैफिक खोलने से पहले ठोस


Government ne 18-45 ke liye vaccination open krdi h. Maharashtra ke chief minister Bhupesh Baghel ka kehna hai ki pahle vaccine socially weaker sections ko Deni chahiye.Jeene Ka Adhikar to sabhi Ko Hai tu yah reservation kis baat ka?????

BHUPESH BAGHEL SUGGESTIONS :

Bhupesh Baghel suggestion Diya ki on site registration karana chahie kyunki Jaise humen pata online registration hoti Hai to jo weaker sections hai unke liye offline suvidha bhi honi chahie. Bhupesh baghel ka kehna hai ki Jin ke pass BPL ka card Hai unhen pahle vaccinate Kiya jaega. Chhattisgarh ke health minister TS Singh deo ka kahana hai ki yah decision isliye liya ja raha hai kyunki vaccine ki shortage ho rahi hai.

Cm Bhupesh Baghel Wrote A Letter To Pm Modi, Asking For Help Of 30 Thousand  Crore Rupees - सीएम भूपेश बघेल ने पीएम मोदी को लिखी चिट्ठी, 30 हजार करोड़  रुपये की

IS BHUPESH BAGHEL DECISION LOGICALLY RIGHT ??

Par sabse pahle social weaker sections ko vaccination dena is baat ki scientifically bhi koi sense nahin banti .Government ko sabse pahle vaccine unhen deni chahie Jo higher risk mein hai aur unhen free Deni chahie Jo economically weaker hai ye to logical banta hai.

Lekin sabse pahle socially weaker section ko vaccine Dena ye sirf Ek political agenda banta hai na ki scientific.

VACCINATION STRATEGY IN INDIA | Bhupesh Baghel

Hamari country mein vulnerability rule ko apnaya gaya tha. Like sabse pahle 60 + ko vaccine di gai thi aur jo hamare frontline workers hai unhein . First phase me 3 crore logon Ko vaccine lagi thi. Uske bad vulnerability criteria ko thoda low Kiya Gaya aur jo 45 + Hai unhein vaccine provide ki gai. And then 3rd phase me 18 to 45 age ke people ko allow Kiya gaya hai.

Corona: दुर्ग के हालात पर हुआ सवाल, CM Bhupesh Baghel बोले- इलाका  कुत्ते-बिल्ली का होता है - CM Baghel talked about corona and lockdown in  his area! - News AajTak
Bhupesh Baghel

Aur agar hum logically soche to 18-45 ki age mein kaun sabse jyada vulnerable hai . Tu wo hai weaker sections. Agar aap dekhe pichhle 1 year mein humne kitni Money masks , sanitizers par spend ki hai par kya poor sections ne ki hogi. And there are also hygiene issues. Tu agar steps uthana hi Hai To Keval unhen free vaccine di jaaye na ki kisi ko bhi priority di jaaye. its an individual right to live.

Only reserved category is at risk???
Will Covid ask the person of its category and then affect it??

It’s completely a political move #Bhupesh Baghel


Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin

What do you think?

Written by SG

Bengal Elections

Bengal Elections: Kya Didi Ne Maari Double Century?

Summer

Summer: 5 Reasons To Add Desi Ghee In Your Daily Diet.