in

Blissful Bihar : Agar Yaha Nhi Ghume To Kaha Ghume?

Madhubani Painting, culture, natural beauty and many more ke liye famous hai Blissful Bihar. Moreover, rich historic site with diverse culture and tradition ke liye famous hai Bihar. Tourism ke according bht shandar destination hai Bihar. Because of River Ganga and usse related rivers Bihar ka land bht fertile hai. Furthermore, Buddhism se related religious places and Math tourist ke tour ko special and memorable banati hai.

Top 10 popular travel places must be visited by every tourist in Bihar
Beautiful Places  Great Indian Sale is live on Amazon.

History Of Bihar

Blissful Bihar ki history bht ancient and developed hai. Because of apne geographical condition and environment se kai kingdoms ka capital raha hai. Moreover, Bihar state me ancient time me Buddhism, economical, and political activities me growth dekha gaya hai. Previously Bihar ko Magadh name se jana jata tha. Additionally, King Jarasangh Magadh ke sabse powerful king the. Furthermore, Bihar ke capital Patna previously Patliputra ke name se known tha. Even so Patliputra ke aas pas ke places par Mauryan Empire famous tha. And isi place se Mauryan Empire almost all India me spread hua. Bihar ki rich history yaha par aane vale tourist ko special essence provide karti hai.

Bihar Related Interesting Facts

First of all Bihar 1 अप्रैल 1936 me establish hua. And is state ka total area 99,200 Km² hai. Secondly, Bihar me 38 district hai and yaha ka capital Patna hai. Moreover, Bihar me world ki sabse old university ‘Nalanda Vishwavidyalaya’ hai. Even so world ke sabse bade Mathematician ‘Aryabhata ji’ ka birth yahi hua. Inhone ‘Zero’ and ‘trigonometry’ ki theories provide kiya. Following popular destination hai Bihar me jaha tourist Visit kar sakte hai.

Up to 75% off on T.V. and Appliances at Amazon.

Gaya

Bihar ka one of the most famous place hai Gaya. Buddhism as well as Hinduism ke liye important Tirth me included hai. Moreover, Bodhgaya, Mahabodhi Temple, Bodhi Tree, etc major tourist attraction hai yaha. Aisa belief hai ki Buddha ko Bodhi Tree ke under, Gyan achievement hua tha. Even so, tourist ko ancient temples and historic sites visit karne ko milega. UNESCO sites too me Bodh Gaya ko include kiya gaya hai.

Patna

Ganga ke kinare Patna largest city hai Bihar ka. Previously, Patna ko Patliputra ke name se jana jata tha. As last Sikh guru ‘Guru Gobind Singh’ ka birth place hai Patna therefore, Sikh devotees ke liye important Tirth sthal hai. Haryanka, Nanda, Mauryan, Shunga, Gupta and Pala ki dynasty Patna se famous hui. Moreover, Golghar, Buddha Smriti Park, Patna Museum, Qila House, Takht Sri Patna Sahib, etc kuch famous places hai visit ke liye.

Up to 80% off on Amazon Fashion.

Nalanda

Blissful Bihar me visit karne par Nalanda ek famous destination hai. Because of Nalanda University, World’s Oldest University known destination hai Nalanda. Moreover, most famous Jain Tirthankara, Mahavira ne 14 monsoon season yaha spend kiye so because of this Jainism ke liye important place hai. Even so Buddha ne Nalanda me Mango tree ke niche lecture deliver kiya tha. Tourist ko yaha, Nalanda Archaeological Museum, Xuanzang Memorial Hall, Nalanda Multimedia Museum, Silao, Surajpur Baragaon, etc visit karne ko milega.

Vaishali

Important archaeological site hai Vaishali and previously Licchavi rulers ka capital tha. Moreover, last Jain Tirthankara Lord Mahavir ke name se fame earn hai Vaishali ko. Buddha ke time me prosperous kingdom tha Vaishali. Moreover, beautiful courtesan Amrapali ke liye known hai. Relic Stupa, Kutagarasala Vihara, Coronation Tank, World Peace Pagoda, Archaeological Survey of India Museum, etc popular places hai tourist ko visit karne ke liye. Because of well-preserved Ashokan Pillar ke historical charm se famous hai Vaishali.

Up to 50% off on books and more at Amazon.

Other Popular Attraction

 

  1. Madhubani – Ancient city Madhubani art and culture ke richness ke liye famous hai Madhubani. Moreover, Ramayana me mentioned ye city Madhubani paintings ke origin ke liye famous hai. Additionally, Darbhanga district se 1972 me emerge hua tha Madhubani.
  2. Muzaffarpur – Bihar ke north me Muzaffarpur Litchi kingdom ke name se famous hai. Blissful Bihar ka one of major district hai Muzaffarpur. Revenue Officer Muzaffar Khan ke name pr hai iska name. North Indian Cuisine. Kadhi Bari, Ghugni, Choora, Dhuska, Litti, Pittha, etc ke liye famous hai. Lychee plantations natural beauty provide karta hai tourist ko.

  3. Sitamarhi – Mata Sita ka birthplace hai Sitamarhi. Janaki Temple at Sitamarhi, Janaki Temple at Punaura, Deokuli, Haleshwar Sthan, Baghi Math, Goraul Sharif, Shukeshwar Sthan, etc famous places hai visit ke liye.
  4. Valmiki National Park – Champaran district ke west me located hai Valmiki national park. Moreover, varieties of flora, fauna, avifauna, Bengal Tigers etc flourishing wildlife enjoy kar sakte hai tourist. Even so 800 hectares forest area into grasslands ka conversion ise country ka largest grassland banata hai.

Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook Instagram Twitter Linkedin Pinterest par

 | Website

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

What do you think?

Written by Ratnakar Upadhayay

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

Vivo Y70 Kya Banega Trending Phone?

Bollywood Movies On Student-Teacher Bond You Will Remember