in

OMGOMG

Chandro Tomar: Shooter Dadi From Saand Ki Aank Film Dies.

Chandro Tomar

Chandro Tomar jo India ki aek Octogenarian Shooter thi dies due to Covid-19. India ke history mein age mein sabse oldest sharp shooter ke list mein Chandro Tomar ka naam likha jata tha! Unki age 89 thi aur meerut ke hospital mein unki treatment chalu thi.

Chandro Tomar

Saand Ki Aankh film ke inspiration Chandro Tomar ne shooting karna 60 years of age se start kiya tha. Bolo jab log sab kuch bandh kar ke retirement ki sochte hai tab Shooter Dadi ne toh apna career start kiya tha! Who isiliye toh kehte hai ‘Age Is Just A Number.’

Prakshi Tomar jo unki sister-Inlaw hai aur also one of the finest aur oldest shooters mein se aek hai unka kehna tha ki ‘Chandro, mera saath choot gaya. Kaha chali gayi tu.’

Chandro Tomar

Dhakkad Dadi!

Chandro Tomar ki shooting career ka start unki grand daughter Shefali ke shooting seekhne ke shaunk ke wajah se hua. Her grand daughter was shy to go alone in an all boys shooting academy. Toh unhone apne dadi ko saath lekar jana chaha. Range pe jakar jab unke grand daughter Shefali se gun load nahi ho rahi thi tab unhone load karke shoot karna chalu kar diya. Aur coach ne unhe target pe hi shoot karte hue dekh liya. Aise hui shooter dadi ke career ki start.

New York Times Interview With Chandro Tomar.

New York Times ke interview mein Chandro Tomar ne kaha ki unki yeh saari strength aur agility who jo bachpan se ghar ka kaam karti thi uska raaz hai. Jaise grinding the wheat by hand, Milking the cows by hand etc etc. Shooter dadi ka kehna hai ki agar active raho toh aap bhale hi old ho jao but aapka mind young rehta hai!

Chandro Tomar

Bhumi Pednekar who played the role of Chandro Tomar in the film Saand Ki Aankh expressed on instagram her grief on the death of the shooter dadi. Her partner Taapsee Pannu woh played the role of Prakshi Panu also conveyed her condolences.

Shooter Dadi aka Chandro Tomar ne 25 state and larger competitions jeete the aur apne aaspass walon ko bhi inspire kiya koi bhi sports take up karne ke liye.


Chandro Tomar | Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook Instagram Twitter Linkedin

What do you think?

Written by AM

CSK Vs MI

CSK Vs Mi: The Contest Of The Champions!

bill gates

Bill Gates Saying No To Sharing Vaccine Formula With India