in

OMGOMG

Dragon Man Skull Paaya Gaya China Mein

#Dragon Man Skull .China Mein Ek skill mila hai jisse kaha ja raha hai ki woh ek massive dragon man Ka skull hai. Aur kahan ja raha hai ki is se hamari Jo humari evolutionary branch hai humans ki usme kuch change aa skte hai .

Jo family tree hai wo change ho skta hai . Jaise ki Ham sabhi nahin Charles Darwin ka naam to suna hi hoga jinhone theory of evolution ko propose kiya tha. Jinhone kaha Tha ki humans ya fir koi bhi species dheere dheere evolve hoti hai jisko evolution kaha jata hai. Aur evolution bahut slow process hai. #Dragon Man Skull

Dragon Man' discovered in China represents new type of human species:  Scientists | Dragon News – India TV

Researchers | Dragon Man Skull

Scientists ka kahana hai ki unhen jo fossilized skull Mila Hai vah at least one 140,000 years Purana Hai . Ab yeh jo skull Mila Hai Iske piche Ek interesting story Hai. Ye aaj ki koi new discovery nhi hai 85 years pahle China Mein ak labour tha unhe ye skull Mila tha . Jab unhen ye skull mila tha tab China bahut hi disturb condition se Gujar raha tha. Northeast China ko Japanese Ne capture kar liya tha . #Dragon Man Skull

dragon man china new human species closest ancestor scientists gh ag–  News18 Beganli

Story | Dragon Man Skull

Jab us labour ko skull mila to woh ise Japanese Ko nahin Dena chahta tha. To usne skull ko ek well mein chupa diya . 2018 mein jab wo old Ho Gaye To unhone Apne grandson ko bola. Ki well Mein Ek skull hai use jakar aap Chinese government ko de do. Apni death se thode samay pahle hi unhone yah sach bataya tha. Or ye skull well-preserved halat me mila hai.#Dragon Man Skull

Tom Björklund on Twitter: "I've been sketching undetermined ancient humans  with modern human like facial proportions, just in case. Now we finally  have a skull that matches quite well – "Dragon Man".

Why We Call It Dragon Man Skull ?

Scientists ne jab is skull Ko dekha To Paya Gaya ki ye skull mature male se milta Hai Jiska Ek huge brain hai aur massive brow ridges ,deep set eyes aur ek bulbous nose hai. Kahan ja sakta hai ki 50 years ki age Rahi hogi.

Or is species ka naam Rakha gaya homo longi aur Iska nickname Rakha Gaya ‘ dragon man’ . Researchers ka manna Hai Ki is dragon skull ke features kuchh alag Hai To ye koi nai species Rahi hogi.Aur is skull ko dragon man isliye kaha Gaya Hai kyunki North East China Mein Ek river Hai dragon river Jahan per is skull ko Paya gaya hai.#Dragon Man Skull

Dragon Man News | Dragon Man

Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin

What do you think?

Written by SG

Rajasthan Vedic Shiksha Board : Siksha Ki Nai Laher

Cryptocurrencies Ki Value Ho Rhi Hai Kam : Kya China Kar Raha Hai Ye Sab