in

Floods: Germany Ke Baad China Face Kar Raha Hai Devastating Floods!

Floods

Floods: Climate change aur global warming ke wajah se duniya bhar mein kai saare impacts pade hai. Uska aek example hai China mein ho rahe floods! China ke central Henan province ne 1000 saalo mein sabse heaviest rainfall record kiya hai! Abhi tak China ne 617.1 mm rainfall record kiya hai Saturday to Tuesday tak mein joh ki woh city ka average rainfall hota hai poore saal mein! Around 1 lakh people have been relocated from a central Chinese city known as the world’s biggest production base for i Phones

Reports ke according nearly, 1.24 million people were affected by the heavy rainfall and as many as 1,60,000 were evacuated. 25 logo ki jaan jaa chuki hai aur nearly 500 logo ko Henan se rescue kiya gaya hai. The city of Zhengzhou in the central province of Henan suspended inbound flights, while rescue workers and authorities worked Wednesday to prevent dam breaches, restore lost power, assess collapsed roads and pump out submerged gas stations.

China ke President Xi Jinping ka kehna tha ki “25 people have died in Henan province and more than a dozen cities are affected and that there had been “significant loss of life and damage to property.”

“Climate change has made extreme weather like heat waves and heavy rainfall more frequent and more deadly in the past 20 years,” aisa Greenpeace East Asia climate and energy campaigner Liu Junyan ka kehna tha.

China Mein Aayi Heavy Floods!

Floods

Yeh rahe China ke horrifying photos jisne duniya ko hila ke rakh diya hai!

Floods

Reports ka kehna hai ki itni baarish toh 8-9 mahino mein hoti hai utni baarish girr chuki hai!

Stay Safe!

China hamesha se hi dams, levees and reservoirs par depend karta aaya hai to control the flow of water. Aur China ka vast floods managing committee bhi iss baar kuch kar nahi paayi hai.

Floods

Floods | Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook InstagramLinkedin

What do you think?

Written by AM

India

India Vs SL Match Mein Hui Catain Aur Coach Ke Beech Argument!

Internet Par ‘Bachpan Ka Pyaar’ Gaane Waala Bacha Ho Gaya Hai Viral!