Google invest Karega $10 billions ( ₹ 75000 cr ) India mein invest Karega, aane waale 5-7 saalo mein. Aaj PM Narendra Modi ne Google or Alphabet ke CEO Sundar Pichai se kaafi saare subjects ke baare me discuss kiya. PM ne top business leader, Pichai ke saath new work culture and global pandemic ki wajah se jo challenges ko face karna pad Raha uske baare me bhi baat ki. Uske baad Pichai ne Google invest ko lekar address kiya “Google for India” jo ki ek virtual event hai. Aur sixth annual addition and digitisation fund bhi announce kiya.
PM Modi Ne Kiya Twitter Par Tweet
Thank you for your time, PM @narendramodi – very optimistic about your vision for Digital India and excited to continue our work towards it. Later today we’ll share our next steps on that journey at #GoogleForIndia.
— Sundar Pichai (@sundarpichai) July 13, 2020
After discussion PM Modi ne tweet kia. And he said, Aaj Subha meri Sundar Pichai ke saath ek extremely fruitful interaction hua. Humne kaafi saare subjects par baat Kari, particularly technology ko kaise use kiya jaaye. India ke Farmers, Youngsters or Entrepreneurs ki lives ko transform karne ke liye.
PM ne Covid-19 global pandemic ki wajah se sports ko bahut se challenges & problems ko bhi discuss kiya. And data security or cybersecurity jaise topics par bhi discussion Kari.
Prime minister ne Google ke efforts ke baare mein aur zyada Jana chahe vo education ho, learning ho, @_DigitalIndia ho, furthering digital payments mein hi kyu na ho.
Sundar Pichai Ne Kiya Tweet Ka Reply
PM ke tweet ke reply mein Sunder Pichai ne tweet kiya ki apna time dene ke liye thank you PM Narendra Modi. Mai bahut optimistic hu aapke vision ko leke jo Digital India ke liye hai. And mai bahut excited hu to continue our work towards it.
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin par