Auto Expo 2020 me automobile companies ne bahut kam sedan and hatchback cars display me rakhi thi. However, 90% cars SUV’s and Compact Suv thi. Also, India me SUV’s ka market bahut rapidly increase ho rha hai. Furthermore, Kia Motors ki Selt uska sale 15,450 units tak gaya tha sirf Jan 2020 me. However, Isme koi shak nahi ki India me SUV’s ko pasand kiya gaya hai pichle 5 years me. However, Hyundai, Maruti Suzuki aur Kia ke SUV’s ka sale sabse zyada tha as compared to baki sedan aur hatchback cars ke. Isliye abhi sari companies India me SUV’s product line ko aur improve karne me lagi hai.
Renault Kigar
Renault bohot jald India me sub-compact SUV’s segment me Kigar launch karne jaa rha hai. Furthermore, Unhone ye dava kiya hai ki concept car se 80% similar car launch hogi. Also, ye bhi kaha hai ki ye car sabse pehle India me launch hogi aur fir baki ke markets me launch hogi. However, Renault Kigarka direct competition hogi. Maruti Suzuki Vitara Brezza, Hyundai Venue, Mahindra XUV300 aur Kia ki sabse nayi launch Sonet. However, Kiger me brand- new turbo petrol engine aayega aur company ne ye dava kiya hai ki car ka cabin aur cargo space bhi bada hoga. Kigar se company ko bohot expectations hai ki jab vo launch hogi to Renault ke current cars Renault Kwidaur Renault Triber se zyada revenue isse milega.
Join Prime and get Rs.500 cashback and watch your favourite shows on Amazon
Specification of Renault SUV’s
Renault ki styling hai jo show car concept ko sabse alag rakhti hai. Show car version me 2 level ki full LED head lights hai, neon indicator light hai, C-shape ki tail lights hai, ground clearance 210 mm hai. And 19 inch ke wheels hai. Renault ye bhi koshish karega ki Kigar ki mileage zyada hota kivo ye segment ke baki ke competitors ke sath compete kar sake. Interior ki baat kare to Apple Carplay aur Android Auto ke saath premium sound system diya hai. Wireless phone charging aur ambient lighting bhi aapko isme milegi. Renault Kiger me 4 engine aur gearbox combination hai. 1.0 litre petrol engine jisme manual aur AMT gearbox option milenge. 1.0 litre turbo petrol engine jisme manual aur CVT gear options milenge. Renault Kiger ke specifications aur features lagbhag same hai.
Join Prime and get Rs.500 cashback and watch your favourite shows on Amazon
Nissan Magnite
Nissan Magnite bhi vahi segment me aati hai jisme Renault Kigar aati hai. However, Nissan Magnite ki kafi sleek design body hai. Nissan Magnite ke direct competitions hai Kia Sonet, Tata Nexon, Vitara Brezza, Hyundai Venue and Renault Kigar. Inhe challenge karne ke liye Nissan Magnite SUV’s ki style aur ye segment me naye features la kar ek advantage apne naam kar liya hai. However, Magnite zyada fuel efficient turbo engine deta hai jo Kia Sonet ke comparison me better hai.
Get Exclusive Interior Items For Your Car
Tata HBX SUV’s
Tata HBX SUV’s jiska naam pehle Gravitas tha, pehle festive season me launch hone wali thi but because of corona virus pandemic, vo shift ho kar next year me chala gaya. Furthermore, Tata HBX pehli baar showcase hui Auto Expo 2020 me jo hua tha Greater Noida me. However, kuch reports ke according Tata HBX May 2021 me launch hoga. Furthermore, Abhi filhal iski testing Himalayas me Leh- Manali route par ho rhi hai. However, Tata HBX apne purane ALFA platform par based hogi. Furthermore, Jo Tata Altroz me milta hai. Exterior features ki baat kare to split head lamps setup, LED DRLs, faux skid plate and dual tone alloy wheels hai. Abhi iske zyada features company ne reveal nahi kiye hai.
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin | Pinterest par